Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Apne Darbar Mein Tu Bula Le (अपने दरबार में तू बुलालें: भजन)


Apne Darbar Mein Tu Bula Le
Mahakal Baba Ujjen Wale,
Jivan Mera Tere Hawale,
Dar Dar Bhatka Pad Gay Chale,
Mujhko Tu Ujjen Bulale,
Main To Na Jaun Kisi Dar Pe,
Tu Bulale Bulale Bulale Tu Bulale,
Apane Darabar Mein Tu Bulale,
Tu Bulale Bulale Bulale Tu Bulale,
Apane Darabar Mein Tu Bulale ॥
Sancha Darabar Hai Karalo Didar Hai,
Bel Patri Tu Aake Chadha De,
Teri Jholi Bhare Haath Sar Par Dhare,
Baat Dil Ki Tu Inako Suna De,
Sab Bhakto Ka Kaam Kiya Hai,
KIsmat Se Bhi Jyada Diya Hai,
Main To Na Jaun Kisi Dar Pe,
Tu Bulale Bulale Bulale Tu Bulale,
Apane Darabar Mein Tu Bulale ॥

Ye Dayaban Hai Ase Bhagban Hai,
Tino Loko Main In Sa Na Dani,
Dev Ke Dev Hai Ye Mahadev Hai,
Inki Takat Ko Sabne Hai Maani,
Inke Charon Ka Ho Ja Dewana,
Mil Jayega Tujhko Thikana,
Main To Na Jaun Kisi Dar Pe,
Tu Bulale Bulale Bulale Tu Bulale,
Apane Darabar Mein Tu Bulale ॥

Suno Ujjan Ke Wasi,
Kat Do Yam Ki Ab Phasi,
Tumhara Naam Gata Hun,
Tumhai Har Pal Manata Hun,
Beith Nandi Par Aao,
Saath Mein Gaura Ko Lao,
‘Premi’ Ki Jholiya Bharana,
Aaj Deri Nahi Karana,
Tu Bulale Bulale Bulale Tu Bulale,
Apane Darabar Mein Tu Bulale ॥

Mahakal Baba Ujjen Wale,
Jivan Mera Tere Hawale,
Dar Dar Bhatka Pad Gay Chale,
Mujhko Tu Ujjen Bulale,
Main To Na Jaun Kisi Dar Pe,
Tu Bulale Bulale Bulale Tu Bulale,
Apane Darabar Mein Tu Bulale,
Tu Bulale Bulale Bulale Tu Bulale,
Apane Darabar Mein Tu Bulale ॥

अपने दरबार में तू बुलालें: भजन हिन्दी में पढ़ें

महाकाल बाबा उज्जैन वाले, जीवन मेरा तेरे हवाले, दर दर भटका पड़ गए छाले, मुझको तू उज्जैन बुलाले, मैं तो ना जाऊँ किसी दर पे, तू बुलाले बुलाले बुलाले तू बुलाले, अपने दरबार में तू बुलाले, तू बुलाले बुलाले बुलाले तू बुलाले, अपने दरबार में तू बुलालें ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Hey Shiv Shambhu Karuna Sindhu

Hey Shiv Shambhu Karuna Sindhu, Jag Ke Palanahar, Dayalu Vandan Barambar,
Dayalu Vandan Barambar ॥

Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun

Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun, Tere Darbar Se Hi Sab Kuch Main To Pai Hun,
Main Tere Dwar Bhole Nath Phir Se Aai Hun ॥

Chale Hai Bhola Saj Dhaj Ke

Bhola Tan Pe Bhasm Lagaye, Man Mein Gaura Ko Basaye, Chale Hai Bhola, Saj Dhaj Ke, Sankhiya Mangal Gaati Hain, Bhoot Pret Baaraati Hain ॥

Bhole Tere Charno Ki

Bhole Tere Charanon Ki, Gar Dhul Jo Mil Jaye, Sach Kahata Hun Meri, Taqdir Badal Jaye, Baba Tere Charanon Ki, Gar Dhul Jo Mil Jaye ॥

Ho Jo Najre Karam Aapki

Ho Jo Najre Karam Aapki, Phir Nahin Dar Hai Sansar Ki, Ek Najar Daas Par Ho Kabhi, Ek Najar Daas Par Ho Kabhi, Phir Nahin Dar Hai Sansar Ki, Ho Jo Najren Karam Aapki ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP