Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bholenath Ko Chal Ke Manayenge (भोले नाथ को चल के मनाएंगे: शिव भजन)


Bholenath Ko Chal Ke Manayenge
Chalo Ji Chalo Ji Chalo,
Bholenath Ko Chal Ke Manayenge,
Manayenge,
Chandan Phul Aor Phal Se,
Pawan Ganga Jal se,
Chalo Ji Chalo Ji Chalo,
Bholenath Ko Chal Ke Manayenge ॥
Bhasmi Se Shiv Ka Shrungar hum karenge,
Saja Ke Phulo Se,
Didar Hum karenge,
Shiv Ki Sharan Mein jayenge,
Sukh Ka Daan Payenge,
Chalo Ji Chalo Ji Chalo,
Bholenath Ko Chal Ke Manayenge ॥

Sab Devon Se Alag Mahadev Hai Hamare,
Apno Jatao Mein Ganga Ji Ko Dhare,
Jal Se Jab Nahlayenge,
Dukh Sab Mit Jayenge,
Chalo Ji Chalo Ji Chalo,
Bholenath Ko Chal Ke Manayenge ॥

Dwar Bedhadak Chal Khusiyan Se Sawar Le,
Chod Ke Sab Chinta Lakkha Dhyan Kar Le,
Ban Ke Sawali Jayege,
Khali Nahi Ayenge,
Chalo Ji Chalo Ji Chalo,
Bholenath Ko Chal Ke Manayenge ॥
BhaktiBharat Lyrics

Chalo Ji Chalo Ji Chalo,
Bholenath Ko Chal Ke Manayenge,
Manayenge,
Chandan Phul Aor Phal Se,
Pawan Ganga Jal se,
Chalo Ji Chalo Ji Chalo,
Bholenath Ko Chal Ke Manayenge ॥

भोले नाथ को चल के मनाएंगे: शिव भजन हिन्दी में पढ़ें

चलो जी चलो जी चलो, भोले नाथ को चल कर मनाएंगे, मनाएंगे, चन्दन फूल और फल से, पावन गंगा जल से, चलो जी चलो जी चलो, भोले नाथ को चल के मनाएंगे ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Bholenath Ko Chal Ke Manayenge Video

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥

Kripa Karo Hey Shanidev

Kripa Karo Hey Shani dev, Kripa Karo Hey Shani dev, Majhadhar Mein Hai Naiyya, Majhadhar Mein Hai Naiyya Prabhu Paar Karo ॥

Jai Jai Hey Shani Raj Dev

Jai Jai Hey Shani Raj Dev Teri Jai Jai Kar, Tu Hi Meri Sukh Shanti Hai Tu Hi Mera Aadhar, Jai Jai Hey Shani Raj Dev Teri Jai Jai Kar, Tu Hi Meri Sukh Shanti Hai Tu Hi Mera Aadhar ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP