Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Chalo Salasar Bhakto Baba Ka Bulawa Aa Gaya (चलो सालासर भक्तों, बाबा का बुलावां आ गया: भजन)


Chalo Salasar Bhakto Baba Ka Bulawa Aa Gaya
Baba Ka Bulawa Aa Gaya,
Chalo Salasar Bhakto,
Waha Baithe Anjani Laala,
Karte Ek Pal Main Kamal,
Ab Main Inse Jyada Kya Kahun,
Bhakton Ke Maan Ko Bha Gaya,
Chalo Salasar Bhakton,
Hanuman Ka Bulawa Aa Gaya,'
Chalo Salasar Bhakto,
Baba Ka Bulawa Aa Gaya,
Chalo Salasar Bhakto ॥
Vahan Bajate Dhol Nagade,
Nache Hain Bhakt Pyaare,
Hain Rang Gulaal Udaen,
Masti Mein Jhume Jaen,
Bhakton Ko Khub Nacha Gaya,
Chalo Salasar Bhakto,
Baba Ka Bulawa Aa Gaya,
Chalo Salasar Bhakto ॥

Koi Paidal Chalake Jaye,
Hathon Mein Dhvaja Uthaaye,
Baba Ko Khub Rijhaayen,
Jayakaare Khub Lagaen,
Baba Pal Main Khushi Dikha Gaya,
Chalo Salasar Bhakto,
Baba Ka Bulawa Aa Gaya,
Chalo Salasar Bhakto ॥

‘Mona Prins’ Bhi Dar Pe Jaen,
Charanon Mein Shish Jhukaen,
Hain Savaamani Lagavaen,
Hai Dar Pe Jyot Jagaen,
Sankat Ko Dur Bhaga Gaya,
Chalo Salasar Bhakto,
Baba Ka Bulawa Aa Gaya,
Chalo Salasar Bhakto ॥

Baba Ka Bulawa Aa Gaya,
Chalo Salasar Bhakto,
Waha Baithe Anjani Laala,
Karte Ek Pal Main Kamal,
Ab Main Inse Jyada Kya Kahun,
Bhakton Ke Maan Ko Bha Gaya,
Chalo Salasar Bhakton,
Hanuman Ka Bulawa Aa Gaya,'
Chalo Salasar Bhakto,
Baba Ka Bulawa Aa Gaya,
Chalo Salasar Bhakto ॥

चलो सालासर भक्तों, बाबा का बुलावां आ गया: भजन हिन्दी में पढ़ें

बाबा का बुलावा आ गया, चलो सालासर भक्तो, वहां बैठे अंजनी लाल, करते इक पल में कमाल, अब मैं इससे ज़्यादा क्या कहूं, भक्तों के मन को भा गया, चलो सालासर भक्तों, हनुमत का बुलावा आ गया, चलो सालासर भक्तों, बाबा का बुलावां आ गया, चलो सालासर भक्तों ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Aaj Somwar Hai Ye Shiv Ka Darbar Hai

Aaj Somvar Hai Ye Shiv Ka Darbar Hai, Bhara Hua Bhandar Hai, Bhole Ban Bhole Ko Manalo, Karenge Beda Paar Hai, Aaj Somvar Hai ॥

Aa Rahi Hai Palki

Aa Rahi Hai Palki, Bholenath Sambhu Mahakal Ki, Haar Phul Dhup Batti, Haathon Mein Hai Thal Prasad,
Sambhu Mahakal Ki, Aa Rahi Hai Palki, Bholenath Sambhu Mahakal Ki ॥

Bholenath Ko Chal Ke Manayenge

Chalo Ji Chalo Ji Chalo, Bholenath Ko Chal Ke Manayenge, Manayenge, Chandan Phul Aor Phal Se, Pawan Ganga Jal se, Chalo Ji Chalo Ji Chalo, Bholenath Ko Chal Ke Manayenge ॥

Shamshano Ke Vasi Ho Bhuto Ka Hai Sath

Shamshano Ke Vasi Ho, Bhuto Ka Hai Sath, Tera Ganga Kinare Dera, Tera Ganga Kinare Dera, O Baba Bhutnath, Shamasanon Ke Vasi Ho, Bhuton Ka Hai Saath ॥

Jagat Ke Sar Par Jinka Hath Vahi Hai Apne Bholenath

Jagat Ke Sar Par Jinka Hath, Vahi Hai Apne Bholenath, Jin Charanon Mein Sada Jhukati, Jin Charanon Mein Sada Jhukati, Sari Duniya Maath, Vahi Hai Apne Bholenath, Vahi Hai Apne Bholenath ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP