Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Darsh Ek Bar Dikhana Re Shiv Shankar Damru Wale (दरश एक बार दिखाना रे, शिव शंकर डमरू वाले - भजन)


Darsh Ek Bar Dikhana Re Shiv Shankar Damru Wale
Darsh Ek Bar Dikhana Re,
Shiv Shankar Damru Wale ॥
Itna Batao Sambhu Mere,
Tumane Kahan Kahan Dale Dere,
Mujhe Wo Dwar Bata Dena,
Shiv Shankar Damru Wale,
Darsh Ek Bar Dikhana Re,
Shiv Shankar Damru Wale ॥

Bhole Kitne Dham Tumhare,
Tumko Dhund Dhund Ke Hare,
Tera Darwar Mila Na Re,
Shiv Shankar Damru Wale,
Darsh Ek Bar Dikhana Re,
Shiv Shankar Damru Wale ॥

Vinati Suno Mahakaleshwar,
Darshan De Do Omkareshwar,
Teri Main Hue Dewani Re,
Shiv Shankar Damru Wale,
Darsh Ek Bar Dikhana Re,
Shiv Shankar Damru Wale ॥

Kar Do Kirpa Kashinath,
Chit Bhumi Ke Vednath,
Soya Bhag Jagana Re,
Shiv Shankar Damru Wale,
Darsh Ek Bar Dikhana Re,
Shiv Shankar Damru Wale ॥

Mujhko Bata To Shree Ganesh,
Milenge Kaha Pe Shiv Nagesh,
Mujhe Unse Milwana Re,
Shiv Shankar Damru Wale,
Darsh Ek Bar Dikhana Re,
Shiv Shankar Damru Wale ॥

Barah Shivalingo Ke Roop,
Mujhko Dikha Do Sabhi Swarup,
Mujhe Tera Hi Sahara Hai,
Shiv Shankar Damru Wale,
Darsh Ek Bar Dikhana Re,
Shiv Shankar Damru Wale ॥

Darsh Ek Bar Dikhana Re,
Shiv Shankar Damru Wale ॥

दरश एक बार दिखाना रे, शिव शंकर डमरू वाले - भजन हिन्दी में पढ़ें

इतना बताओ शम्भू मेरे, तुमने कहाँ कहाँ डाले डेरे, मुझे वो द्वार बताना रे, शिव शंकर डमरू वाले, दरश एक बार दिखाना रे, शिव शंकर डमरू वाले ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Palki Sone Ki Ram Prabhu Ki Aayi

Palki Sone Ki, Mere Ram Prabhu Ki Aai, Viraje Raghav Ji, Sang Seeta Charon Bhai ॥

Chali Chali Re Palki Shree Ram Ki

Chali Chali Re, Chali Chali Re, Chali Chali Re, Palaki Shree Ram Ki, Jay Bolo Bhakto Veer Hanuman Ki ॥

Balasa Kripa Banai Mhapar Rakhiyo

Balasa Kirapa Banai, Mha Par Rakhiyo, O Mhane Thaaro Hi Hai, Aadhar Balasa,
Kirapa Banai, Mha Par Rakhiyo ॥

Mahabhakt Hanuman

Mahaveer Hai Mahabali Hai Mahabhakt Hanuman Mere, Nit Ram Bhajan Mein Ram Lagan Mein Sewarat Hanuman Mere, Mahagyani Hai Mahadani Hai Mahasanta Hanuman Mere, Mangal ko Janme Mangal Jag Mein Sada Karat Hanuman Mere ॥

Mahaveer Hai Naam Tumhara

Mahaveer Hai Naam Tumhara, Dilmein Basa Hai Ram Ka Nara, Sabke Chahte Deh Pe Lapete Rahate Bhagwa Rang, Bajarangbali Bajarangbali Bajarangbali Bajarang ॥

Wo Hai Mahabali Bajarangbali

Na Koi Bhi Tod Hai Na Inki Shakti Ka Mol Hai, Anjani Ke Raj Dulare Shree Ram Ke Bade Anmol Hai, Naam Se Jinki Mere har Vipada Har Baar Tali, Wo Hai Mahabali Wo Hai Mahabali Bajarangbali Wo Hai Mahabali ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP