Download Bhakti Bharat APP
Hanuman Chalisa - Follow Bhakti Bharat WhatsApp Channel - Hanuman Chalisa - Om Jai Jagdish Hare Aarti -

Dukh Ki Badli Jab Jab Mujhpe Cha Gayi (दुःख की बदली, जब जब मुझ पे छा गई - भजन)


Dukh Ki Badli Jab Jab Mujhpe Cha Gayi
Dukh Ki Badli,
Jab Jab Mujhpe Cha Gayi,
Sinh Sawari karke,
Maiya Aa Gae,
Wo Aa Gae Wo Aa Gae,
Wo Aa Gae Meri Maa,
Dukh Ki Badli,
Jab Jab Mujhpe Cha Gayi,
Sinh Sawari karke,
Maiya Aa Gae ॥
Jab Jab Sankat Aya Hai,
Maa Ko Samne Paya Hai,
Duniya Ne Riste Tode,
Isne Saath Nibhaya Hai,
Rote Huye Ko Hasa Gae,
Apne Gale Laga Gae,
Wo Aa Gae Wo Aa Gae,
Wo Aa Gae Meri Maa,
Dukh Ki Badli,
Jab Jab Mujhpe Cha Gayi,
Sinh Sawari karke,
Maiya Aa Gae ॥

Swarth Ke Sansar Mein,
Tu Hi Ek Sahara hai,
Tere Bina Is Jag Mein Maa,
Koi Nahi Hamara Hai,
Hare Huye Ko Jita Gae,
Bhakt Ka Maan Badha Gae,
Wo Aa Gae Wo Aa Gae,
Wo Aa Gae Meri Maa,
Dukh Ki Badli,
Jab Jab Mujhpe Cha Gayi,
Sinh Sawari karke,
Maiya Aa Gae ॥

Ye Sachchi Datar Hai,
Iski Daya Apar Hai,
Iski Rehmat Se Chalta,
Mera Ghar Sansar Hai,
‘Rajani’ Ki Bigadi Bana Gae,
Har Ghadi Laaj Bacha Gae,
Wo Aa Gae Wo Aa Gae,
Wo Aa Gae Meri Maa,
Dukh Ki Badli,
Jab Jab Mujhpe Cha Gayi,
Sinh Sawari karke,
Maiya Aa Gae ॥

Dukh Ki Badli,
Jab Jab Mujhpe Cha Gayi,
Sinh Sawari karke,
Maiya Aa Gae,
Wo Aa Gae Wo Aa Gae,
Wo Aa Gae Meri Maa,
Dukh Ki Badli,
Jab Jab Mujhpe Cha Gayi,
Sinh Sawari karke,
Maiya Aa Gae ॥

दुःख की बदली, जब जब मुझ पे छा गई - भजन हिन्दी में पढ़ें

दुःख की बदली, जब जब मुझ पे छा गई, सिंह सवारी करके, मैया आ गई, वो आ गई वो आ गई, वो आ गई मेरी माँ, दुख की बदली, जब जब मुझ पे छा गई, सिंह सवारी करके, मैया आ गई ॥
Read Also

Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Karne Vandan Charno Me Bajrangi

Karne Vandan Charnon Mein Bajrangi, Dar Pe Hum Tere Roj Ayenge, Ho Dar Pe Tere Roj Ayenge...

Ram Ke Dulare, Mata Janki Ke Pyare

Ram Ke Dulare, Mata Janaki Ke Pyare, Tumhe Naman Hajaro Baar Hai ।

Cham Cham Nache Hanuman Baje Re Pag Paijaniya

Cham Cham Nache Hanuman, Baje Re Pag Paijniya, Ram Ka Kare Gungan, Baje Re Pag Paijniya, Cham Cham Nache Hanuman, Baje Re Pag Paijniya ॥

Jai Bajrangbali Jai Hanumana

Hanumanaji Stuti, Jay Bajarangi Jay Hanumana, Rudra Roop Jay Jay Balbaan, Sankat Mochan Siy Matu Ke Pyare ॥

Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Me Bhajan

Shri Ram Janki Baithe Hain Mere Seene Mein, Dekh Lo Mere Man Ke Naaginen Mein । shri ram janki lyrics in hindi and endlish

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Hanuman Chalisa -
Ram Bhajan -
×
Bhakti Bharat APP