Ganpati Tere Naam Ka Sahara Tumhara Tumhara Sahara
Agar Na Milti Sharan Tumhari Leta Janm Dobara
Ganpati Tere Naam Ka Sahara Tumhara Tumhara Sahara
Shish Par Mukut Viraje Chandan Hai Ujiyara
Mata Teri Parvati Hai Pita Hai Damru Wala,
Aakar Darsh Dikha Ja Baba Naam Japunga Tumhara
Ganpati Tere Naam Ka Sahara Tumhara Tumhara Sahara
Bhaktibharat Lyrics
Jab Bhi Janm Milega Pooja Karen Tumhari ,
Charnon Mein Hum Rahenge Sun Lo Araj Hamari,
Ham Bhakton Ki Vinti Sun Lo Dukhde Sabke Mita Ja
Ganpati Tere Naam Ka Sahara Tumhara Tumhara Sahara
Karte Moos Sawari Vidya Ke Bhandari,
Ridhi Siddhi Ke Malik Tum Ho Sab Jag Ke Rakhwale,
Kab Se Khada Hun Dar Par Baba Aakar Darsh Dikha Ja
Ganpati Tere Naam Ka Sahara Tumhara Tumhara Sahara