Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein (हरी नाम सुमिर सुखधाम, जगत में - भजन)


Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein
Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham
Jagat Mein Jeevan Do Din Ka
Paap Kapat Kar Maya Jodi, Garv Kare Dhan Ka
॥ Hari Nam Sumir Sukhdham… ॥
Sabhi Chhod Kar Chala Musaphir, Vaas Hua Van Ka
Sundar Kaya Dekh Lubhaya, Laad Kar Tan Ka
॥ Sabhi Chhod Kar Chala Musaphir… ॥

Chhuta Swas Bikhar Gayi Dehi, Jo Maya Man Ka
॥ Hari Nam Sumir Sukhdham… ॥

Jo Banwari Lage Pyari Pyari, Mauj Kare Man Ka
Kaal Bali Ka Lage Tamacha, Bhool Jaaye Dhan Ka
॥ Hari Nam Sumir Sukhdham… ॥

Yah Sansar Swapn Ki Maya, Mela Pal Chhin Ka
Brahma Nand Bhajan Kar Bande, Maat Niranjan Ka
॥ Hari Nam Sumir Sukhdham… ॥

Paap Kapat Kar Maya Jodi, Garv Kare Dhan Ka
॥ Hari Nam Sumir Sukhdham… ॥

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham
Jagat Mein Jeevan Do Din Ka

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी

हरी नाम सुमिर सुखधाम, जगत में - भजन हिन्दी में पढ़ें

हरी नाम सुमिर सुखधाम, हरी नाम सुमिर सुखधाम, जगत में जीवन दो दिन का...
Read Also

Other Popular Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein Video

By Anup Jalota

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP