Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jai Kaal Kaal Mahakal (जय काल काल महाकाल - भजन)


Jai Kaal Kaal Mahakal
Babam Bam Kaal Kaal Mahakal
Jay Kaal Kaal Mahakal Kaal
Teri Kirpa Ho Gai Jispar
Teri Kirpa Ho Gai Jispar
Bane Bigde Uske Haal Haal
Babam Bam Kaal Kaal Mahakal
Jay Kaal Kaal Mahakal Kaal.....
Teri Jata Mein Ganga Naache Hai
Mathe Par Chanda Saaje Hai....
Teri Jata Mein Ganga Naache Hai
Mathe Par Chanda Saaje Hai .
Ek Hath Baje Hai Damru
Tere Gal Nago Ki Maal Maal....
Babam Bam Kaal Kaal Mahakal
Jay Kaal Kaal Mahakal Kaal

Nahin Tujhsa Koi Saani Re
Mere Mahadev Mahadani Re....
Nahin Tujhsa Koi Saani Re
Mere Mahadev Mahadani Re .
Gaye Srishti Teri Kahani Re
Diye Sankat Sabke Taal Taal....
Babam Bam Kaal Kaal Mahakal
Jay Kaal Kaal Mahakal Kaal

Shamshaan Mein Dera Lagaya Hai
Teri Samjha Na Koi Bhi Maya Hai...
Shamshaan Mein Dera Lagaya Hai
Teri Samjha Na Koi Bhi Maya Hai .
Gungaan Hans Ne Gaaya Hai
Gungaan Hans Ne Gaaya Hai
Kaato Janm Maran Ke Jaal Jaal
Babam Bam Kaal Kaal Mahakal
Jay Kaal Kaal Mahakal Kaal
Bolo Om Namah Shivaay

Bolo Jay Shankar Rudray Bolo Bhole Bhandari Ki Jay Bolo Shambhu Tripurari Ki Jay Dev Aadi Dev Mahadev Ki Jay
Jay Jay Bhole Naath,Jay Jay Bhole Naath, Jay Jay Jay Bhole Naath, Jay Jay Jay Bhole Naath
Jayakaara Bhole Bhandaari Ka Bol Saache Darbaar Ki Jay

जय काल काल महाकाल - भजन हिन्दी में पढ़ें

बबम बम काल काल महाकाल, जय काल काल महाकाल काल
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Jai Kaal Kaal Mahakal Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥

Kripa Kare Raghunath Ji Mhane Sat Deve Sita Mata

Krupa Karo Raghunath Ji, Mhane Sat Deve Sita Mata, Shree Balaji Maharaj, Mhare Bal Buddhi Ra Data ॥

Krishna Jinka Naam Hai Gokul Jinka Dham Hai Bhajan

Krishn Jinka Naam Hai, Gokul Jinka Dham Hai, Aise Shri Bhagwan Ko

Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP