Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Maa Rani Sati Sun Le Tero Lal Bulawe Hai (माँ राणीसती सुनले, तेरो लाल बुलावे है: भजन)


Maa Rani Sati Sun Le Tero Lal Bulawe Hai
Maan Ranisati Sunle,
Tero Lal Bulave Hai,
Ib Khol Teri Mutthi,
Kyon Ji Ne Jalave Hai,
Maan Ranisati Sunle,
Tero Lal Bulave Hai ॥
Tere Hotan Kyon Daadi,
Tabar Tero Tarse,
Bin Sawan Bhado Ke,
Meri Aankhdalya Barse,
Kyon Der Kare Daadi,
Mere Sabar Na Aave Hai,
Maan Ranisati Sunle,
Tero Lal Bulave Hai ॥

Charna Mein Araj Karoon,
Kalyan Karo Mero,
Maano Nalayak Hoon,
Par Taabar Hoon Tero,
Maan Ke Bin Bete Ki,
Kunn Peed Mitave Hai,
Maan Ranisati Sunle,
Tero Lal Bulave Hai ॥

Teri Mutthi Mein Daadi,
Kismat Hai Band Meri,
Ine Khol Ke Maan Kar De,
Taqadeer Buland Meri,
Tere ‘Harsh’ Ki Sun Daadi,
Kyon Der Lagave Hai,
Maan Ranisati Sunle,
Tero Lal Bulave Hai ॥

Maan Ranisati Sunle,
Tero Lal Bulave Hai,
Ib Khol Teri Mutthi,
Kyon Ji Ne Jalave Hai,
Maan Ranisati Sunle,
Tero Lal Bulave Hai ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

माँ राणीसती सुनले, तेरो लाल बुलावे है: भजन हिन्दी में पढ़ें

माँ राणीसती सुनले, तेरो लाल बुलावे है, इब खोल तेरी मुट्ठी, क्यों जी ने जलावे है, मां राणीसती सुनले, तेरो लाल बुलावे है ॥
Read Also

Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Mujhe Dar Par Bula Le Ek Baar

Chitthi Likhi Hai Mainne, Ansuon Ki Syahi Se, Pahuncha Dena Sandesha Mera, Kisi Rahi Se।

Phool Dei, Chamma Dei Geet

Kya Kya Kamaya Humne, Aao Hisab Kar Le, Duniya Ki Baat Chhode, Apni Kitab Padh Le...

Bhajan: Uth Jag Musafir Bhor Bhai

Uth Jaag Musafir Bhor Bhai, Ab Rain Kahan Jo Sovat Hai ..

Meri Jhopdi Ke Bhag Aaj Khul Jayenge

Meri Jhopdi Ke Bhag, Aaj Khul Jayenge, Shyam Ayenge

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP