Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Meri Fariyad Sun Bhole (मेरी फरियाद सुन भोले - भजन)


Meri Fariyad Sun Bhole
Meri Fariyad Sun Bhole,
Tere Dar Aaya dewana,
Maan Ki Murade puri Kar,
Siwa Tere Na Koi Thikana,
Meri Fariyad Sun Bhole,
Tere Dar Aaya dewana ॥
Kaise Manaun Tujhako Bhole,
Jaanu Na Teri Pooja,
Tujhape Arpan Jeevan Mera,
Tujh Bin Na Koi Duja,
Meri Arji Sun Bhole,
Hai Hansata Saara Zamana,
Meri Fariyad Sun Bhole,
Tere Dar Aaya dewana ॥

Sachche Maan Se Aaya Bhole,
Darshan Karane Main Tera,
Dudh Chadha Ke Tumako Rijhaun,
Sun Sandesa Mera,
Ye ‘Raaja Goher’ Maange Prabhu,
Charan Dhuli Ka Najrana,
Meri Fariyad Sun Bhole,
Tere Dar Aaya dewana ॥

Meri Fariyad Sun Bhole,
Tere Dar Aaya dewana,
Maan Ki Murade puri Kar,
Siwa Tere Na Koi Thikana,
Meri Fariyad Sun Bhole,
Tere Dar Aaya dewana ॥

मेरी फरियाद सुन भोले - भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरी फरियाद सुन भोले, तेरे दर आया दीवाना, मन की मुरादें पूरी कर, सिवा तेरे ना कोई ठिकाना, मेरी फरियाद सुन भोलें, तेरे दर आया दीवाना ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Bhole Ko Mein Manane Mahakal Ja Raha Hoon

Bhole Ko Mein Manane, Mahakal Ja Raha Hoon । Baba Ko Jal Chadhane, Ujjain Ja Raha Hoon ।

JaiKara Mere Kedareshwaray Jai Kara

Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara, Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP