Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Meri Sunkar Karun Pukaar Bhawani Aayegi (मेरी सुनकर करुण पुकार भवानी आएगी - भजन)


Meri Sunkar Karun Pukaar Bhawani Aayegi
Meri Sunkar Karun Pukaar,
Bhawani Aayegi,
Aayegi Maa Aayegi,
Apna Tujhe Banayegi,
Mujhe Pura Hai Biswas,
Bhawani Aayegi,
Meri Sunkar Karun Pukaar,
Bhawani Aayegi ॥
Jitna Bhi Behal Rahu Main,
Kyon Duje Ke Haal Kahun Main,
Barsegi Prem Phuhar,
Bhawani Aayegi,
Meri Sunkar Karun Pukaar,
Bhawani Aayegi ॥

Jhuthe Mit Sakha Aur Naate,
Dard Hai Dil Ka Dard Badhate,
Mujhe Karne Saccha Pyar,
Bhawani Aayegi,
Meri Sunkar Karun Pukaar,
Bhawani Aayegi ॥

Naine Ki Bhasa Wo Jane,
Main Use Jaanu Wo Mujhe Jaane,
Barsegi Prem Phuhar,
Bhawani Aayegi,
Meri Sunkar Karun Pukaar,
Bhawani Aayegi ॥

Pret Ki Rit Nibhati Aae,
Bhakto Ki Laaj Bachati Aae,
Tu Maan Mein Dhiraj Dhar,
Barsegi Prem Phuhar,
Bhawani Aayegi,
Meri Sunkar Karun Pukaar,
Bhawani Aayegi ॥

Meri Sunkar Karun Pukaar,
Bhawani Aayegi,
Aayegi Maa Aayegi,
Apna Tujhe Banayegi,
Mujhe Pura Hai Biswas,
Bhawani Aayegi,
Meri Sunkar Karun Pukaar,
Bhawani Aayegi ॥

मेरी सुनकर करुण पुकार भवानी आएगी - भजन हिन्दी में पढ़ें

मेरी सुनकर करुण पुकार, भवानी आएगी, आएगी माँ आएगी, अपना मुझे बनाएगी, मुझे पूरा है विश्वास, भवानी आएगी, मेरी सुनकर करुंण पुकार, भवानी आएगी ॥
Read Also

Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Aa Laut Ke Aaja Hanuman

Aa Laut Ke Aaja Hanuman, Tumhe Shri Ram Bulate Hain । Janaki Ke Base Tumame Pran, Tumhe Shri Ram Bulate Hain

Buti Le Aao Hanuman Pyare

Buti Le AAo Hanuman Pyare, Mere Laxam Ke Pran Bachana, Dubati Tere Ram Ki Naiya, Bala Tu Aake Par Lagana, Buti Le AAo Hanuman Pyare, Mere Laxam Ke Pran Bachana ॥

Ye Shree Balaji Maharaj Hai Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai

Ye Shree Balaji Maharaj Hai, Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai, Salasar Ke Mere Balaji, Mere Siyaram Ki Saan Hai, Ye Shree Balaji Maharaj Hai, Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai ॥

Bajrangbali Hanuman Tera Jag Mein Danka Baj Raha

Bajarangi Hanuman, Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥

Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle

Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle, Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle ॥

Ram Bhi Milenge Tujhe Shyam Bhi Milenge

Ram Bhi Milenge Tujhe, Shyam Bhi Milenge, Jab Tujhe Shri Hanuman, Ji Milenge..

Sankat Mein Lakshman Hai Shree Ram Ne Maan Liya

Sankat Mein Lakshman Hai, Ye Ram Ne Maan Liya, Sanjeevani Lane Ka, Hanuman Ko Kaam Diya, Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe, Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP