Download Bhakti Bharat APP

Ram Charan Chit Lai Re Bhajo Radhe Govinda (राम चरण चित लाई रे, भजो राधे गोविंदा - भजन)


Ram Charan Chit Lai Re Bhajo Radhe Govinda
Ram Charan Chit Lai Re
Bhajo Radhe Govinda
Ram Charan Chit Lai Re
Bhajo Radhe Govinda

Bhaktan Ke Sukhdayi Re
Bhajo Radhe Govinda

Jab Maara Tab Tab Taara
Bhakto Ko To Prabhu Tera Hi Sahara

Jab Maara Tab Tab Taara
Bhakto Ko To Prabhu Tera Hi Sahara

Shayam Ho Chahe Raghurai Re
Bhajo Re Radhe Govinda

Ram Charan Chit Lai Re
Bhajo Radhe Govinda

Ram Charan Chit Lai Re
Bhajo Radhe Govinda

Bhaktan Ke Sukhdayi Re
Bhajo Radhe Govinda

Ek Ayoudhya Dhaam Me Aaya
Ek Mathura Ka Bhag Badaya

Ek Ayoudhya Dhaam Me Aaya
Ek Mathura Ka Bhag Badaya

Ek Ayoudhya Dhaam Me Aaya
Ek Mathura Ka Bhag Badaya

Bharat Ko Denhi Hai Badai Re
Bharat Ko Denhi Hai Badai Re

Bhajo Radhe Govinda
Ram Charan Chit Lai Re

Bhajo Radhe Govinda
Ram Charan Chit Lai Re

Bhaktan Ke Sukhdayi Re
Bhajo Radhe Govinda

Bhaktan Ke Sukhdayi Re
Bhajo Radhe Govinda

Saryu Kinare Ek Dhanua Chalave
Yamuna Ek Kinare Dhenu Charaye

Saryu Kinare Ek Dhanua Chalave
Yamuna Ek Kinare Dhenu Charaye

Ubhay Jagat Ke Sai Re
Bhajo Radhe Govinda

Ram Charan Chit Layi Re
Bhajo Radhe Govinda

Bhaktan Ke Sukhdayi Re
Bhajo Radhe Govinda

Jan Prahalad Ko Hari Ne Bachaya
Arjun Ko Sat Gyan Sikhaya

Jan Prahalad Ko Hari Ne Bachaya
Arjun Ko Sat Gyan Sikhaya

Jan Prahalad Ko Hari Ne Bachaya
Arjun Ko Sat Gyan Sikhaya

Har Vidhi Leeni Apnayi Re
Sab Vidhi Leeni Apnayi Re
Ram Charan Chit Layi Re
Bhajo Radhe Govinda

Bhaktan Ke Sukhdayi Re
Bhajo Radhe Govinda

Jo Jan Gavye Sab Kuchh Pavye
Ant Samay Prabhu Urr Ko Javye

Jo Jan Gavye Sab Kuchh Pavye
Ant Samay Prabhu Urr Ko Javye

Jo Jan Gavye Sab Kuchh Pavye
Ant Samay Prabhu Urr Ko Javye

Maine Bhi Neh Lagayi Re
Maine Bhi Neh Lagayi Re
Bhajo Radhe Govinda

Ram Charan Chit Layi Re
Bhajo Radhe Govinda

Ram Charan Chit Layi Re
Bhajo Radhe Govinda

Bhaktan Ke Sukhdayi Re
Bhajo Radhe Govinda

Bhaktan Ke Sukhdayi Re
Bhajo Radhe Govinda

Prem Se Bolo Jai Siya Rama
Shri Awadh Me Jai Siya Rama
Saryu Kinare Jai Siya Rama
Saryu Kinare Jai Siya Rama
Saryu Kinare Jai Siya Rama
Bhaktan Ke Sang Jai Siya Rama
Santan Ke Sang Jai Siya Rama
Sab Santan Sangi Jai Siya Rama

Jai Jai Shri Sita Ram
Jai Jai Shri Sita Ram
Jai Jai Shri Sita Ram

Ram Charan Chit Lai Re
Bhajo Radhe Govinda
Ram Charan Chit Lai Re
Bhajo Radhe Govinda

राम चरण चित लाई रे, भजो राधे गोविंदा - भजन हिन्दी में पढ़ें

राम चरण चित लाई रे भजो, राधे गोविंदा, भक्तों के सुखदाई रे, भजो राधे गोविंदा, जब मारा तब तब तारा, भक्तों को तो प्रभु तेरा ही सहारा
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanJanki BhajanMata Sita BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanPrem Bhushan Ji BhajanRajan Ji Bhajan

Other Popular Ram Charan Chit Lai Re Bhajo Radhe Govinda Video

Rajan Ji

Neeraj Bhaskar

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Tera Jag Hai Kare Gunagaan Gajaanan Lambodar

Tera Jag Hai Karen Gungaan, Gajanan Lambodar, Lambodar Hey Lambodar, Lambodar Hey Lambodar,
Tu Jag Mein Sabse Mahan, Gajanan Lambodar, Tera Jag Hai Kare Gungaan, Gajanan Lambodar ॥

Gajanand Maharaj Padharo Kirtan Ki Taiyari Hai

Pratham Manaye Ganesh Ke, Dhyaoo Sharada Maat, Maat-Pita Guru Prabhu Charan...

Preet Main Puje Naam Tumhara

Preet Me Puje Naam Tumhara, Ganpati Jagat Khivaiya, Shiv Nandan Ab Aaj Hamari, Paar Lagana Naiyya, Jai Gauri Ke Lala ॥

Main Aaya Hoon Tere Dware Ganaraj Gajanan Pyare

Main Aaya Hoon Tere Dware, Ganaraj Gajanan Pyare, Meri Naiya Padi Hai Kinare, O Vighan Vinashan Haare, Mujhe Kaun Sambhale, Meri Laaj Bachale, Mere Man Mohiya, Tera Bas Dhyaan Kiya, Gajanan Naam Liya, Tera Bas Dhyaan Kiya, Gajanan Naam Liya ॥

Koi Shubh Kam Ho

Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Reeti Devon Ne Iski Chalai, Iss Reeti Ko Hum Sab Nibhaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle, Ganesha Ko Hum Sab Manaye, Koin Shubh Kaam Ho Sabse Pahle ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Ram Ka Sewak Pyaara Se Naam Se Bajrang Bala

Lanka Mein Kaal Yo Aa Gaya, Ve Sabke Man Pe Chha Gaye..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Ganesh Aarti Bhajan - Ganesh Aarti Bhajan
×
Bhakti Bharat APP