नवरात्रि विशेष 2026 - Navratri Specials 2026
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ram Ji Ko Dil Mein Basa kar To Dekho ( राम जी को दिल में बसा कर तो देखो: भजन)


Ram Ji Ko Dil Mein Basa kar To Dekho
Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho,
Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho,
Jai Sitara Jai Jai Sitaram,
Jai Sitara Jai Jai Sitaram,
Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho,
Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho ॥
Sobha Nirali Bajarngbali Ki,
Lahare Hai Jhanda Hanumatgadi Ki,
Sradha Se Maan Ko Laga Kar To Dekho,
Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho,
Jai Sitara Jai Jai Sitaram,
Jai Sitara Jai Jai Sitaram,
Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho,
Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho ॥

Ram Ji Ki Mahima Jag Mein Nirali,
Jaye Na Dar Se Koi Bhi Na Khali,
Prabhu Ke Sharan Mein Aakar To Dekho,
Jai Sitara Jai Jai Sitaram,
Jai Sitara Jai Jai Sitaram,
Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho,
Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jai Sitara Jai Jai Sitaram,
Jai Sitara Jai Jai Sitaram ॥




राम जी को दिल में बसा कर तो देखो: भजन हिन्दी में पढ़ें

राम जी को दिल में बसा कर तो देखो, एक बार  अयोध्या धाम आकर तो देखो, जय सीताराम जय जय सीताराम, जय सीताराम जय जय सीताराम राम जी को दिल में बसा कर तो देखो, एक बार  अयोध्या धाम आकर तो देखो ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Beta Jo Bulaye Maa Ko Aana Chahiye

Maiya Ji Ke Charnon Me Thikana Chahie । Beta Jo Bulaye Man Ko Aana Chahiye ॥

Meri Akhion Ke Samne Hi Rehna Maa Jagdambe

Meri Akhiyon Ke Samne Hi Rahana, Maa Sheron Wali Jagdambe ।

Durga Hai Meri Maa Ambe Hai Meri Maa

Durga Hai Meri Maa, Ambe Hai Meri Maa | Jo Bhi Dar Pe Aae, Jay Ho

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara

Aa Maa Aa Tujhe Dil Ne Pukara । Dil Ne Pukara Tu Hai Mera Sahara Maa | Sheranwali, Jotanwali, Mehraanwali Maa

Apne Baccho Se Milane Maa Aayi

Maa Ko Manalo Dil Se Rijhalo, Dekho Khushiyo Ki Bela Hai Aae, Aae Re Aae Hoke Sinh Pe Sawar, Apane Bachcho Se Milane Maa Aae, Apane Bachcho Se Milane Maa Aae ॥

Le Dadi Ko Naam Kaam Tero Ban Jasi

Le Dadi Ko Naam, Kaam Tero Ban Jasi, Dadi Ne Sumar Ke Chaal, Teri Aadi Aashi ॥

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP