Shri Krishna Bhajan

Sab Dev Chale Mahadev Chale (सब देव चले महादेव चले - भजन)


Sab Dev Chale Mahadev Chale
Sab Dev Chale Mahadev Chale,
Le Le Phulan Ke Haar Re,
Aao Rama Ki Nagariya,
Aao Raghav Sanvariya ॥
Shiv Shankar Ne Age Badhkar Apna Damru Bajaya,
Gandharvon Ne Taal Mila Kar Prabhu Ki Stuti Gaya,
Sab Harash Rahe Megh Baras Rahe,
Amrt Ki Saras Phuhaar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Sab Dev Chale Mahadev Chale,
Le Le Phulan Ke Haar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Numi Tithi Madhumas Punita,
Shukla Paksha Abhijeet Hari Preeta,
Madhy Divas Ati Shit Na Dhama,
Sakal Kal Lok Vishram,
Bramha Ved Padhen Sur Yaan Chadhen,
Phoolan Ki Karen Bauchhaar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Sab Dev Chale Mahadev Chale,
Le Le Phulan Ke Haar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Jo Lagan Grh Vaar Tithi,
Anukul Wo Sab Aaee,
Mani Aare Parvat Sab Mahi,
Solah Shrrngar Kar Chhayi,
Kalyan Mul Mile Dou Kul,
Sarayu Badh Gayi Apar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

Sab Dev Chale Mahadev Chale,
Le Le Phulan Ke Haar Re,
Aao Rama Ki Nagariya ॥

सब देव चले महादेव चले - भजन हिन्दी में पढ़ें

सब देव चले महादेव चले, ले ले फूलन के हार रे, आओ रामा की नागरिया..
Read Also

Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanVeerwaar BhajanBrihaspativar BhajanBrihaspati BhajanThursday BhajanGuruwar BhajanRajan Ji BhajanPrembhushanji BhajanShiv BhajanShivaratri Bhajan

Other Popular Sab Dev Chale Mahadev Chale Video

By Ramkrishna Shastri Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Karunamai Kishori

Radhe Radhe Radhe, Karunamai Kishori Tum to Badi Ho Bhori, Bin Pap Puny Dekhe Ati Ho Daudi Daudi,

Jai Jai Bhole Mann Ye Bole

Jay Jay Bhole, Jay Jay Bhole, Man Mera Hardam Ye Bole॥ Bhole Baba Dwar Daya Ka,Sada Hi Rakhe Khole ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Jai Ho Shiv Bhola Bhandari Lela Aprampar Tumhari Bhajan

Jai Ho Shiv Bhola Bhandari, Lila Aprampar Tumhari, Leke Naam, Tera Naam, Tere Dham Aa Gaye

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP