Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Sakhi Meri Chunar Pe Rang Gayo Dal (सखी मेरी चुनर पे रंग गयो डाल - भजन)


Sakhi Meri Chunar Pe Rang Gayo Dal
Sakhi Meri Chunar Pe Rang Gayo Daal,
Yashoda Ko Laal Vo to Nand Ji Ko Laal ॥
Nikli Thi Odh Ke Main Peeli Chunariya,
Jaane Kahan Se Sakhi Aayo Sanwariya,
Peeli Meri Chunar Ko Kar Gayo Laal Laal,,
Yashoda Ko Laal Vo to Nand Ji Ko Laal ॥

Sakhi Meri Chunar Pe Rang Gayo Daal,
Yashoda Ko Laal Vo to Nand Ji Ko Laal ॥

Vinti Kari Mainne Hath Jod Ke,
Koshish Kari Mainne Bachane Ki Daud Ke,
Pichhe Pichhe Dauda Sakhi Le Ke Gulal,
Yashoda Ko Laal Vo to Nand Ji Ko Laal ॥

Sakhi Meri Chunar Pe Rang Gayo Daal,
Yashoda Ko Laal Vo to Nand Ji Ko Laal ॥

Kuchh Bhi Sakhi Main Kar Na Pai,
Jab Usane Pakadi Meri Kalai,
Mal Gayo Mere Mukh Pe Gulaal,
Yashoda Ko Laal Vo to Nand Ji Ko Laal,

Sakhi Meri Chunar Pe Rang Gayo Daal,
Yashoda Ko Laal Vo to Nand Ji Ko Laal ॥

सखी मेरी चुनर पे रंग गयो डाल - भजन हिन्दी में पढ़ें

सखी मेरी चुनर पे रंग गयो डाल, यशोदा को लाल वो तो नन्द जी को लाल ॥
Read Also

Bhajan Shri Radha Krishna Holi Bhajan 2025 BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanHoli BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan

Dekho Pawan Param Shri Ram Ke Charan, Shri Ram Ke Charan, Prabhu Ram Ke Charan, Dekhon Pawan Param Shri Ram Ke Charan ॥

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP