Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Sambhu Nath Mere Dinanath (शंभू नाथ मेरे दीनानाथ: शिव भजन)


Sambhu Nath Mere Dinanath
Sambhu Nath Mere Dinanath Mere Bhole Nath Mere Aa Jao,
Bhakt Tere Par Vipada Bhari Aake Kastha Mita Jao,
Om Namah Shivay Hari Om Namah Shivay ॥
Dam Dam Tera Damaru Baje,
Jispe Sari Sristhi Nache,
Manaka Pade Jab Jab Damaru Pe Asi Taan Suna Jao,
Om Namah Shivay Hari Om Namah Shivay ॥

Ek Haatha Trisil Viraje,
Gal Sarpo Ki Maala Saje,
Jata Mein Maa Gang Viraje Amrut Paan Kara Jao,
Om Namah Shivay Hari Om Namah Shivay ॥
BhaktiBharat Lyrics

Tere Aghori Tujhko Puje,
Sang Tera Shamsanon Mein Jhume,
Pure Tan Par Bhasm Rama Ke,
Mastak Par Trikund Saja Ke,
Sundar Roop Dikha Jao,
Om Namah Shivay Hari Om Namah Shivay ॥

शंभू नाथ मेरे दीनानाथ: शिव भजन हिन्दी में पढ़ें

शंभू नाथ मेरे दीनानाथ मेरे भोले नाथ मेरे आ जाओ, भक्त तेरे पर विपदा भारी आके कष्ट मिटा जाओ, ओम नमः शिवाय हरी ओम नमः शिवाय ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSomvati Amavasya BhajanTeej BhajanHariyali Teej BhajanHaritalika Teej Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki, Murat Ki Kya Baat Hai, Sar Par Sohe Mukut Sunhara, Trishul Chakra Bhi Haath Hai, Saj Dhaj Kar Bethi Hai Maiya, Ajab Nirali Thath Hai, Wah Wah Kya Baat Hai, Wah Wah Kya Baat Hai ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP