Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Sher Pe Sawar Hoke Aaja Sherawaliye (शेर पे सवार होके, आजा शेरावालिये: भजन)


Sher Pe Sawar Hoke Aaja Sherawaliye
Sher Pe Sawar Hoke,
Aaja Sherawaliye,
Soye Huye Bhagya,
Jaga Ja Sherawaliye,
Sherawaliye Maa Jyotawaliye,
Sherawaliye Maa Latawaliye,
Sher Pe Sawar Hoke,
Aaja Sherawaliye ॥
Jyot Maa Jaga ke terI,
Aas Ye Lagae Hai,
Jinka Na Koi Unki,
Tu Hi Maa Sahae Hai,
Roushani Andheron Mein,
Dikha Ja Sherawaliye,
Sher Pe Sawar Hoke,
Aaja Sherawaliye,
Sherawaliye Maa Jyotawaliye,
Sherawaliye Maa Latawaliye,
Sher Pe Sawar Hoke,
Aaja Sherawaliye ॥

Rakhiyo Maa Laaj In,
Akhiyon Ke Taaron Ki,
Dubne Na Paye Naiya,
Hum Besaro Ki,
Naiya Ko Kinare Se,
Sher Pe Sawar Hoke,
Aaja Sherawaliye,
Sherawaliye Maa Jyotawaliye,
Sherawaliye Maa Latawaliye,
Sher Pe Sawar Hoke,
Aaja Sherawaliye ॥

Sacche Dil Se Dhyanu Ji Ne,
Jab Tha Bulaya Maa,
Kata Hua Sir Tune,
Ghode Ka Lagaya Maa,
Bhakto Ki Aan Ko,
Bacha Ja Sherawaliye,
Aaja Sherawaliye,
Sherawaliye Maa Jyotawaliye,
Sherawaliye Maa Latawaliye,
Sher Pe Sawar Hoke,
Aaja Sherawaliye ॥
भक्ति भारत लिरिक्स

Sher Pe Sawar Hoke,
Aaja Sherawaliye,
Soye Huye Bhagya,
Jaga Ja Sherawaliye,
Sherawaliye Maa Jyotawaliye,
Sherawaliye Maa Latawaliye,
Sher Pe Sawar Hoke,
Aaja Sherawaliye ॥

शेर पे सवार होके, आजा शेरावालिये: भजन हिन्दी में पढ़ें

शेर पे सवार होके, आजा शेरावालिये, सोये हुए भाग्य, जगा जा शेरावालिये, शेरावालिये माँ ज्योतावालिये, शेरावालिये माँ लाटावालिये, शेर पे सवार होकें, आजा शेरावालिये ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Sher Pe Sawar Hoke Aaja Sherawaliye Video

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Aa Laut Ke Aaja Hanuman

Aa Laut Ke Aaja Hanuman, Tumhe Shri Ram Bulate Hain । Janaki Ke Base Tumame Pran, Tumhe Shri Ram Bulate Hain

Buti Le Aao Hanuman Pyare

Buti Le AAo Hanuman Pyare, Mere Laxam Ke Pran Bachana, Dubati Tere Ram Ki Naiya, Bala Tu Aake Par Lagana, Buti Le AAo Hanuman Pyare, Mere Laxam Ke Pran Bachana ॥

Ye Shree Balaji Maharaj Hai Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai

Ye Shree Balaji Maharaj Hai, Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai, Salasar Ke Mere Balaji, Mere Siyaram Ki Saan Hai, Ye Shree Balaji Maharaj Hai, Rakhte Bhakto Ki Ye Laaj Hai ॥

Bajrangbali Hanuman Tera Jag Mein Danka Baj Raha

Bajarangi Hanuman, Tera Jag main Danka Baaj Raha ॥

Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle

Meri Rasna Se Prabhu Tera Naam Nikle, Har Ghadi Har Pal Ram Ram Nikle ॥

Ram Bhi Milenge Tujhe Shyam Bhi Milenge

Ram Bhi Milenge Tujhe, Shyam Bhi Milenge, Jab Tujhe Shri Hanuman, Ji Milenge..

Sankat Mein Lakshman Hai Shree Ram Ne Maan Liya

Sankat Mein Lakshman Hai, Ye Ram Ne Maan Liya, Sanjeevani Lane Ka, Hanuman Ko Kaam Diya, Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe, Ram Ki Aankhon Se Aansu Bahe ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP