Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Veer Hanumana Veer Bajranga (वीर हनुमाना वीर बजरंगा: भजन)


Veer Hanumana Veer Bajranga
Veer Hanuman Veer Bajaranga,
Shivaji Ke Roop Shree Ram Ke Sanga,
Bhasm Babhut Ki Sab Lanka,
Shree Hari Naam Sindur Ranga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga ॥
Sinha Garjan Kare Bajaranga,
Maar Chhalaang Sindhu Langha,
Veer Hanuman Veer Bajaranga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga ॥

Kavan So Kaaj Kathin Jag Mahin,
Jo Nahin Hoi Taat Tumh Pahin,
Ajar Amar Hai Ati Balashaali,
Sota Laal Langot Dhaari,
Lankaapati Ko Dambh Nikaaro,
Avani Ko Sab Sankat Taaro,
Hai Mahaveer Hai Langura,
Ku Kare Na Tumase Panga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga ॥

Ram Kaaj Lagi Tav Avataara,
Sunatahin Bhayu Parbataakara,
Sukshm Roop Ati Ati Viraata,
Tejomay Mukh Tej Lalaata,
Ye Jag Gae Tumari Gatha,
Tum Ho Mangala Kari Bidhata,
Hey Balveera Hey Atidhira,
Ram Naam Main Teen Malanga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga ॥

Din Dayaal Biridu Sambhaari,
Harahu Naath Mam Sankat Bhari,
Maar Chhalaang Sindhu Langha,
Veer Hanuman Veer Bajaranga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga ॥

Veer Hanuman Veer Bajaranga,
Shivaji Ke Roop Shree Ram Ke Sanga,
Bhasm Babhut Ki Sab Lanka,
Shree Hari Naam Sindur Ranga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga,
Veer Hanuman Veer Bajaranga ॥

वीर हनुमाना वीर बजरंगा: भजन हिन्दी में पढ़ें

वीर हनुमाना वीर बजरंगा, शिवजी के रूप श्री रामके संगा, भस्म भभूत की सब लंका, श्री हरि नाम सिंदूर रंगा, विर हनुमाना विर बजरंगा, विर हनुमाना वीर बजरंगा ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP