Chandra Dev Aarti (चन्द्र देव आरती)


Om Jay Som Deva, Swami Jay Som Deva ।
Duhkh Harata Sukh Karata, Jay Aanandkari ।
Rajat Sinhaasan Raajat, Jyoti Teri Nyari ।
Deen Dayal Dayanidhi, Bhav Bandhan Hari ।

Jo Koi Aarati Teri, Prem Sahit Gaave ।
Sakal Manorath Dayak, Nirgun Sukhrashi ।

Yogijan Hrday Mein, Tera Dhyaan Dharen ।
Brahma Vishnu Sadashiv, Sant Karen Seva ।

Ved Puran Bakhanat, Bhay Patak Hari ।
Premabhaav Se Poojen, Sab Jag Ke Nari ।

Sharanaagat Pratipaalak, Bhaktan Hitakari ।
Dhan Sampatti Aur Vaibhav, Sahaje so Paave ।

Vishv Charachar Palak, Ishwar Avinashi ।
Sab Jag Ke Nar Nari, Pooja Paath Karen ।

Om Jay Som Deva, Swami Jay Som Deva ।
चन्द्र देव आरती - हिन्दी में पढ़ें
ॐ जय सोम देवा, स्वामी जय सोम देवा । दुःख हरता सुख करता, जय आनन्दकारी ।
Aarti Chandra Dev AartiChandrama Aarti
If you love this aarti please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Aarti ›

Hanuman Aarti

Manojavm maaruta tulyavegam। jitendriyam buddhimatam varissttha | Aarti Ki Jai Hanuman Lala Ki । Dushat Dalan Ragunath Kala Ki ॥..

Shiv Aarti - Om Jai Shiv Omkara

Lord Shiv is also called by the name of Shankar, Bholanath and Mahadev. Devotees celebrate shivatva..

Mata Parvati

Jai Parvati Mata, Jai Parvati Mata, Brahma Sanatan Devi, Shubh Fal Ki Data। Jai Parvati Mata ॥

Shri Balaji Ki Aarti

Om Jai Hanumat Veera, Swami Jai Hanuat Veera। Sankat Mochan Swami..

Aarti: Om Jai Jagdish Hare

Om Jaye Jagdish Hare, Swami Jaye Jagdish Hare, Bhagt Jano Ke Sankat, Khshan Mein Door Kare॥ - om jai jagdish hare lyrics in hindi and English