Aa Gaya Falgun Mela (आ गया फागुन मेला: भजन)


Baat Hamari Bade Pate Ki,
Gaur Hona Chahiye,
Aa Gaya Phagun Mela,
Ab To Shor Hona Chahiye,
Baat Hamari Bade Pate Ki ॥
Rang Rangila Phagun Mela,
Saare Khatu Dhaam Chalo,
Saare Khatu Dhaam Chalo,
Lekar Ke Nishan Haath Mein,
Tum Baba Ki Aur Badho,
Tum Baba Ki Aur Badho,
Is Phagun Mein Halla Thoda,
Aur Hona Chahiye,
Baat Hamari Bade Pate Ki,
Gaura Hona Chahiye,
Aa Gaya Phagun Mela,
Ab To Shor Hona Chahiye,
Baat Hamari Bade Pate Ki ॥

Khatu Wala Is Mele Mein,
Sab Pe Pyaar Lutayega,
Sab Pe Pyaar Lutayega,
‘Shubham Roopam’ Bhakton Ke Sang Mein,
Wo Bhi Rang Udayega,
Wo Bhi Rang Udayega,
Shyaam Dhani Ke Jayakare Ka,
Jor Hona Chaahie,
Baat Hamari Bade Pate Ki,
Gaura Hona Chahiye,
Aa Gaya Phagun Mela,
Ab To Shor Hona Chahiye,
Baat Hamari Bade Pate Ki ॥

Baat Hamari Bade Pate Ki,
Gaur Hona Chahiye,
Aa Gaya Phagun Mela,
Ab To Shor Hona Chahiye,
Baat Hamari Bade Pate Ki ॥
आ गया फागुन मेला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बात हमारी बड़े पते की, गौर होना चाहिये, आ गया फागुन मेला, अब तो शोर होना चाहिये, बात हमारी बड़े पते की ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥