Aaja Kalyug Me Leke Avtar O Govind (आजा कलयुग में लेके अवतार ओ गोविन्द: भजन)


Aaja Kalyug Mein Leke Avtar O Govind
Aaja Kalyug Mein Leke Avtar O Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind
Yamuna Ka Pani Tose Karta Saval Hai
Tere Bina Dekh Zara Kaisa Bura Haal Hai
Yamuna Ka Pani Tose Karta Saval Hai
Tere Bina Dekh Zara Kaisa Bura Haal Hai

Kahe Tune Tod Liya Pyar O Govind
Kahe Tune Tod Liya Pyar O Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind

Nikla Hai Sava Man Sona Jis Kukh Se
Gaye Bechari Mare Chare Bina Bhookh Se
Nikla Hai Sava Man Sona Jis Kukh Se
Gaye Bechari Mare Chare Bina Bhookh Se

Gaiyan Ko Diya Dutkar O Mohan
Gaiyan Ko Diya Dutkar O Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind

Ghar Ghar Mein Makhan Ki Jagah Haan Sharab Hai
Kalyugi Gopiyan Haan Bahut Hi Kharab Hai
Ghar Ghar Mein Makhan Ki Jagah Haan Sharab Hai
Kalyugi Gopiyan Haan Bahut Hi Kharab Hai

Dharm to Bana Vyapar Ho Govind
Dharm to Bana Vyapar Ho Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind

Ab Kisi Ki Dropadi Kaki Bachati Na Laaj Re
Bigda Jamana Bhaye Ulte Hi Kaaj Re
Ab Kisi Ki Dropadi Kaki Bachati Na Laaj Re
Bigda Jamana Bhaye Ulate Hi Kaaj Re

Kanso Ki Bani Sarkar O Govind
Kanso Ki Bani Sarkar O Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind
Apne Bhagto Ki Sun Le Pukar O Govind
आजा कलयुग में लेके अवतार ओ गोविन्द: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आजा कलयुग में लेके अवतार ओ गोविन्द, अपने भगतो की सुन ले पुकार ओ गोविन्द...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Kunj Bihari BhajanLaddu Gopal BhajanKhatushayam Ji BhajanIskcon Bhajan

Other Popular Aaja Kalyug Me Leke Avtar O Govind Video

By Mahendra Kapoor

By Anant Nitai Das

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

mera bhola shankar

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Dhan Dhan Bholenath Bant Diye Teen Lok

Dhan Dhan Bholenath Bant Diye, Teen Lok Ik Pal Bhar Mein । Aise Deendayal Mere Data, Bhare Khajana Pal Bhar Mein

Mere Bhole Baba Arzi Suno Main Tumhe Manane Aayi Hun

Mere Bhole Baba Arzi Suno, Main Tumhe Manane Aayi Hun, Meri Bigadi Bana Dege Baba,
Mein Tumhai Manane Aayi Hun, Mere Bhole Baba Arzi Suno ॥