Aayi Mahadevi Avtar Bhawani More Angna Main (आईं महादेवी अवतार, भवानी मोरे अंगना में: भजन)


Aayi Mahadevi Avtar,
Bhawani More Angna Mein ॥
Rahe Nimantran Daar,
Khere Ki Khedapati,
More Angna Jao Padhar ॥
Laki Dwar Arji Kare,
Mahadevi Avtar,
Khere Ki Khedapati,
More Angna Jao Padhar ॥

Aayi Mahadevi Avtar,
Bhawani More Angna Mein,
More Angna Mein Tori Madhiya Mein,
Chhain Khushiyan Aprampar,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Aain Mahadevi Avtar,
Bhawani More Angna Mein ॥

Ek Taraph Tu Mata Viraje,
Dooje Ram Janaki Sang Viraje,
Do Hamen Abhay Vardan,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Chhain Khushiyan Aprampar,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Aain Mahadevi Avtar,
Bhawani More Angna Mein ॥

Pahare Wali Dwar Tumhare,
Bajrangi Karte Jaikare,
Gaye Laki Tere Gungan,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Chhain Khushiyan Aprampar,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Aain Mahadevi Avtar,
Bhawani More Angna Mein ॥

Navrate Mein Boye Jaware,
Kaali Nache Dwar Tumhare,
Karen Bhagat Hain Jay Jaikar,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Chhain Khushiyan Aprampar,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Aain Mahadevi Avtar,
Bhawani More Angna Mein ॥

Mata Meri Vinti Sunle,
Hum Bhagton Ke Kashton Ko Harale,
Sada Karoon Tera Gungan,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Chhain Khushiyan Aprampar,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Aain Mahadevi Avtar,
Bhawani More Angna Mein ॥

Aain Mahadevi Avtar,
Bhawani More Angna Mein,
More Angna Mein Tori Madhiya Mein,
Chhain Khushiyan Aprampar,
Bhawani Tori Madhiya Mein,
Aain Mahadevi Avtar,
Bhawani More Angna Mein ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
आईं महादेवी अवतार, भवानी मोरे अंगना में: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आईं महादेवी अवतार, भवानी मोरे अंगना में, मोरे अंगना में तोरी मढिया में, छाईं खुशियां अपरम्पार, भवानी तोरी मढिया में, आईं महादेवी अवतार, भवानी मोरे अंगना में ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥

Mano Toh Main Ganga Maa Hun

Mano to Main Ganga Maa Hun, Na Mano to Bahata Pani, Jo Swarg Ne Di Dharti Ko, Mein Hun Pyar Ki Vahi Nishani