Aayo Fagan Ko Tyohar (आयो फागण को त्यौहार: भजन)


Ayo Phangan Ko Tyohar,
Nache Thumak Thumak Datar,
Sage Nache Shyam Ko Lilo,
Cham Cham Bhakta Ki Bharmar,
Ayo Rangilo Faganio,
Saj Ke Baithyo Hai Sawariya,
Mharo Lakhdatara ॥
Jyo Phagan Nide Aave,
Mhane Kuchh Bhi Nahin Suhave,
Aankhya Mein Nindadali Ghul Ghul Baba,
Pachhi Hi Ud Jaave,
Ayo Rangilo Faganio,
Saj Ke Baithyo Hai Sawariya,
Mharo Lakhdatara ॥

Ittar Ki Khusbu Bhari,
Khatu Ka Shyam Bihari,
Tero Roop Salono Dekh Saanvara,
Jaun Main Balihaari,
Ayo Rangilo Faganio,
Saj Ke Baithyo Hai Sawariya,
Mharo Lakhdatara ॥

Sevak Dur Dur Se Aave,
Phaagan Mein Rah Nahin Pave,
Pachha Jaata Mud Mud Dekh Thaane,
Mhaaro Maan Ghabarave,
Ayo Rangilo Faganio,
Saj Ke Baithyo Hai Sawariya,
Mharo Lakhdatara ॥

Koi Rang Gulal Udawe,
Sang Chang Dhamla Machawe,
Mahi Ke Sang Holi Khel Sawaro,
Sancho Prem Lutawe,
Ayo Rangilo Faganio,
Saj Ke Baithyo Hai Sawariya,
Mharo Lakhdatara ॥

Ayo Phangan Ko Tyohar,
Nache Thumak Thumak Datar,
Sage Nache Shyam Ko Lilo,
Cham Cham Bhakta Ki Bharmar,
Ayo Rangilo Faganio,
Saj Ke Baithyo Hai Sawariya,
Mharo Lakhdatara ॥
आयो फागण को त्यौहार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आयो फागण को त्यौहार, नाचे ठुमक ठुमक दातार, सागे नाचे श्याम को लिलो, छम छम भक्ता की भरमार, आयो रंगीलो फागणियो, सज के बैठ्यो है सांवरियो, म्हारो लखदातार ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham, Jagat Mein Jeevan Do Din Ka...

Kuch Nahi Bigadega Tera Hari Sharan Aane Ke Baad

Kuch Nahin Bigdega Tera, Hari Sharan Aane Ke Baad । Har Khushi Mil Jayegi Tujhe..

Hari Hari Hari Sumiran Karo

Hari Hari, Hari Hari, Sumiran Karo, Hari Charnaravind Ur Dharo

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage, Lakhnva Nahi Jana Ki Ji Na Lage ॥

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein, Saja Dipo Ki Thali, Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai, Chamake Dharm Ki Laali, Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki, Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥