Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do (अरे द्वारपालों कन्हैया से कह दो - भजन)


Dekho Dekho Yeh Garibi Yeh Garibi Ka Haal,
Krishna Ke Dar Pe Biswas Leke Aaya Hoon।
Mere Bachpan Ka Dost Hai Mera Shyam,
Yeh Soch Kar Mein Aash Ke Kar Ke Aaya Hoon।
Are Dwarpalo Kanhaiya Se Keh Do,
Ke Dar Pe Sudama Garib Aagaya Hai।
Bhatakte Bhatakte Naa Jaane Kaha Se,
Tumhare Mahal Ke Karib Aagaya Hai।

Naa Sarpe Hai Pagri Naa Tan Pe Hai Jaama,
Batado Kanhaiya Ko Naam Hai Sudama।
Ek Baar Mohan Se Ja Kar Ke Kahdo,
Ke Milne Sakha Badnasib Aa Gaya Hai।

Sunte Hi Doude Chale Aaye Mohan,
Lagaya Gale Se Sudama Ko Mohan।
Hua Ruksmani Ko Bahut Hi Achambha,
Yeh Mehman Kaisa Ajeeb Ageya Hai।

Aur Barabar Pe Apne Sudama Ko Bithaye,
Charan Ansuon Se Shyam Ne Dhulaye।
Na Ghabrao Pyare Jara Tum Sudama,
Khushi Ka Shama Tere Karib Gaya Hai।

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
अरे द्वारपालों कन्हैया से कह दो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अरे द्वारपालों कहना से कह दो, दर पे सुदामा गरीब आ गया है।
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanSudama BhajanFriendship Day Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mujhe Radhe Radhe Kahana Shikhade

Mujhe Radhe Radhe Kahana Sikha De, Kanhaiyan Tera Kya Bigde, Vrindavan Jaoon Tere Gun Gaoon, Charnon Ki Dhooli Ko Mathe Se Lagaoon..

Hey Karuna Mayi Radhe Mujhe Bas Tera Sahara Hai

Hai Karuna Mayi Radhen, Mujhe Bas Tera Sahara Hai, Apna Lo Mujhe Shyama

Mishri Se Mitho Naam

Mishri Se Mitho Naam, Hamari Radha Rani Ko, Radha Rani ko, Hamari Shyam Pyari Ko, Mishri Te Mitho Naam, Hamari Radha Rani Ko ॥

Mhari Pat Rakho Gopal Ek Bas Tharo Saharo Hai

Mhari Pat Rakho Gopal, Ek Bas Tharo Sahaaro Hai,Thodi Karlyo the Mhari Sambhal...