Avadh Me Chhai Khushi Ki Bela (अवध में छाई खुशी की बेला: भजन)


Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
​avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।
Chaudah Saal Van Mein Bitayen,
Ram Lakhan Siya Laut Ke Aaye,
Ghar Ghar Khushiyan Chhai,
Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela,
​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।

Kaushalya Maa Sumitra Kaiki,
Sabke Man Mein Aaj Khushi Bhi,
Koi Nahin Hai Akela,
Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela,
​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।

Siya Ram Ko Raaj Hua Hai,
Khushi Se Pagal Ho Rahe Sab Jan,
Guru Vashishth Aur Chela,
​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।
Bhaktibharat Lyrics


​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
​Avadh Mein Chhai Khushi Ki Bela,
Laga Hai, Avadh Puri Mein Mela ।
अवध में छाई खुशी की बेला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
​अवध में छाई खुशी की बेला, लगा है, अवध पुरी में मेला । चौदह साल वन में बिताएं..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanVarsha Shrivastava BhajanISKCON Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham, Jagat Mein Jeevan Do Din Ka...

Kuch Nahi Bigadega Tera Hari Sharan Aane Ke Baad

Kuch Nahin Bigdega Tera, Hari Sharan Aane Ke Baad । Har Khushi Mil Jayegi Tujhe..

Hari Hari Hari Sumiran Karo

Hari Hari, Hari Hari, Sumiran Karo, Hari Charnaravind Ur Dharo

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage, Lakhnva Nahi Jana Ki Ji Na Lage ॥

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein, Saja Dipo Ki Thali, Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai, Chamake Dharm Ki Laali, Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki, Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥