Bansi Bajake Meri Nindiya Churai (बंसी बजा के मेरी निंदिया चुराई: भजन)


Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai,
Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai,
Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari,
Kahan Girdhari Mere Kahan Girdhari ॥
Aankh Michauli Kahe Khele Tu Kanha,
Palke Bichhaye Baithi Teri Mein Radha,
Kash Mein Teri Ban Jaati Bansuriya,
Adharon Se Tere Lag Jati Mein Sanwariya,
Naina Nihare Panth Aao Murari,
Kahan Girdhari Mere Kahan Girdhari ॥

Yaad Jo Aaye Mohe Pal Maharas Ke,
Thirke Payaliya Mridang Taal Pe,
Jitni Gopiya Utne Govinda,
Kan Kan Mein Hey Jese Bhagvanta,
Pal Na Pade Ab Kanha Pal Pal Bhari,
Kahan Girdhari Mere Kaha Girdhari ॥

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai,
Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai,
Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari,
Kahan Girdhari Mere Kahan Girdhari ॥
Bhaktibharat Lyrics

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
बंसी बजा के मेरी निंदिया चुराई: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बंसी बजा के मेरी निंदिया चुराई, लाडला कन्हैया मेरा कृष्ण कन्हाई, कुञ्ज गली में ढूंढें तुम्हे राधा प्यारी..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanAnup Jalota Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Agar Nath Dekhoge Avgun Humare

Agar Nath Dekhoge Avgun Hamare, To Ham Kaise Bhav Se Lagenge Kinare ॥

Kripalu Bade Hai Shri Shyam Sundar

Kripalu Bade Hain Shri Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De, Inke Hriday Mein Prem Bhara Hai, Bhagwan Sabon Se Prem Hai Karte, Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥

Radha Se Karde Sagai

Kahate Hai Krishn Kanhai, Radha Se Kar De Sagai, Meri Radha Se Kar De Sagai ॥

Jyoti Kalash Chhalake

Jyoti Kalash Chhalke, Hue Gulabi, Lal Sunhare, Rang Dal Badal Ke, Jyoti Kalash Chhalke..

Ram Naam Ladd, Gopal Naam Gee

Jai Sita Ram Ki, Jai Radhe Shyam Ki। Ram Nam Laddu...