Basale Maan Mandir Me Ram (बसाले मन मंदिर में राम: भजन)


Basale Man Mandir Mein Ram,
Banenge Bigde Tere Kaam,
Basalen Man Mandir Mein Ram,
Basalen Man Mandir Mein Ram ॥
Kaudi Kaudi Maya Jodi,
Kya Aayegi Kaam,
Tera Mera Karte Karte,
Tera Mera Karte Karte,
Nikal Jayenge Pran,
Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

Jis Par Hoti Kripa Guru Ki,
Milta Usko Gyan,
Jo Chalta Hai Guru Vachnon Par,
Jo Chalta Hai Guru Vachnon Par,
Mile Use Bhagwan,
Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

Ram Naam Jeevan Ka Sahara,
Ram Bina Suna Jag Saara,
Ram Bina Suna Tan Man Dhan,
Ram Bina Suna Tan Man Dhan,
Suna Tera Dhyan,
Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

Naate Tere Sab Jhoothen Hai,
Koi Na Aaye Kaam,
Sath Mein Tere Koi Chale Na,
Sath Mein Tere Koi Chale Na,
Sang Chale Hari Naam,
Basalen Man Mandir Mein Ram ॥

Basale Man Mandir Mein Ram,
Banenge Bigde Tere Kaam,
Basalen Man Mandir Mein Ram,
Basalen Man Mandir Mein Ram ॥
बसाले मन मंदिर में राम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बसाले मन मंदिर में राम, बनेंगे बिगड़े तेरे काम, बसालें मन मंदिर में राम, बसालें मन मंदिर में राम ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Shri Hanuman-Balaji Bhajan

Famous Sri Hanuman-Balaji bhajans recitation in Sundarakand, Hanuman Jayanti, Tuesday Vrat, Saturday, Budhawa Mangal..

Bhagwan Buddha Vandan

Namo Tass Bhagvato Arhato Samma Sambuddhass ।

Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho

Ujjain Ke Maharaj Ho, Dino Ke Dinanath Ho, Tum Kalo Ke Kal Ho, Baba mahakal Ho ॥