Bhakton Ke Ghar Kabhi Aao Ma (भक्तो के घर कभी आओ माँ - भजन)


Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan,
Aao Maan Aao Maan Aao Maan,
Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan,
Parivar Tumhara Hai,
Hamen Tera Hi Sahara Hai,
Aaon Maan Aaon Maan Aaon Maan,
Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan ॥
Tere Charnon Mein Bichh Jayenge,
Palkon Par Tumko Bitayenge,
Hum Tere Bhajan Mithe Mithe,
Ga Gaakar Tujhe Sunayenge,
Aaon Maan Aaon Maan Aaon Maan,
Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan ॥

Tu is Jag Ki Maharani Hai,
Maan Tujhse Preet Purani Hai,
Is Dil Mein Hai Dheron Baaten,
Maan Aaj Tumhe Batlani Hai,
Aaon Maan Aaon Maan Aaon Maan,
Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan ॥

Ye Ghar Mandir Ban Jayega,
Maan Ek Baar Tere Aane Se,
Roshan Hoga Jeevan Mera,
Maan Teri Jyot Jalane Se,
Aaon Maan Aaon Maan Aaon Maan,
Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan ॥

Kehne Ko Ye Ghar Mera Hai,
Par is Pe Haq Maan Tera Hai,
Do Din Ke Kirayedar Hai Hum,
‘Sonu’ Yahan Ren Basera Hai,
Aaon Maan Aaon Maan Aaon Maan,
Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan ॥

Aao Maan Aao Maan Aao Maan,
Bhakto Ke Ghar Kabhi Aaon Maan,
Parivar Tumhara Hai,
Hamen Tera Hi Sahara Hai,
Aaon Maan Aaon Maan Aaon Maan,
Bhakto Ke Ghar Kabhi Aao Maan ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
भक्तो के घर कभी आओ माँ - भजन - हिन्दी में पढ़ें
भक्तो के घर कभी आओ माँ, आओ माँ आओ माँ आओ माँ, भक्तो के घर कभी आओ माँ, परिवार तुम्हारा है,bहमें तेरा ही सहारा है, आओं माँ आओं माँ आओं माँ, भक्तो के घर कभी आओ माँ ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Aayo Faganiyo Albelo

Aayo Phaganiyo Alabelo, Baba Shyam Dhani Ko Melo, Chalyo Bhagata Ko Yo Relo, Khatu Shyam Ji, O Khatu Dham Ji ॥

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo Shyam Sahara Milta Hai

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo, Shyam Sahara Milta Hai, Rota Hai Koi Shyam Ka Premi...

Sara Barsana Tera Deewana Hua

Teri Murli Ki Dhun, Humne Jabse Suni, Sara Barsana Tera Deewana Hua, Mili Tumse Najar, Meri Jab Saanware, Ye Dil Bhi Humara Begana Hua ॥