Bolo Ram Man Me Ram Basa Le Bhajan (भजन - बोलो राम! मन में राम बसा ले)


Bolo Ram, Jay Jay Ram, Bolo Ram
Janm Saphal Hoga Bande,
Man Mein Ram Basa Le,
Bhole Ram, Aaja Ram, Bhole Ram,
Hai Ram Naam Ke Moti Ko,
Saanso Ki Mala Bana Le,
Man Mein Ram Basa Le,

Ram Patit Pawan Karunakar,
Aur Sada Sukh Data,
Bhole Ram, Aaja Ram, Bhole Ram,

Saras Suhavan Ati Manbhavan,
Ram Se Preet Laga Le,
Man Mein Ram Basa Le,
Bhole Ram, Aaja Ram, Bhole Ram,

Moh Maya Hai Jhoota Bandhan,
Tyag Use Tu Prani,
Ram Naam Ki Jyot Jala Kar,
Apna Bhag Jaga Le,
Man Mein Ram Basa Le,

Ram Bhajan Mein Doob Ke Apni,
Nirmal Kar Le Kaya,
Ram Naam Se Preet Laga Ke,
Jeevan Paar Laga Le,
Man Mein Ram Basa Le,

Bolo Ram, Jay Jay Ram, Bolo Ram
Janm Saphal Hoga Bande,
Man Mein Ram Basa Le,
Bhole Ram, Aaja Ram, Bhole Ram,
भजन - बोलो राम! मन में राम बसा ले - हिन्दी में पढ़ें
बोलो राम जय जय राम, जन्म सफल होगा बन्दे, मन में राम बसा ले...
Bhajan Hanuman BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanJagjit Singh Bhajan

Other Popular Bolo Ram Man Me Ram Basa Le Bhajan Video

Bolo Ram Jai Jai Ram By Sarojini Ghosh

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Re

Baba Mere Jagannath Tera Charcha Ho Gya Rai, Yo Khati Ka Chhaura Baba Tera Ho Gya Sai..

Michha Duniare Gotie Sata Jagannatha

Micha Duniare Gotie Sata (2), Jagannatha Se Mo jagannath (2)

Jai Jagannath Hamen Rahana Aapke Charanon Me

Shubh Shubh Din Aaya Shubh Ghadi, Jay Jagannath Se Goonja Aasmaan , Use Chaaron Dham Ka Punya Mila, Jo Karke Poorn Teri Parikrama

Jai Jai Jagannath Jag Ke Nath

Jay Jay Jagannath Jag Ke Nath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat, Jinka Na Koi Tum Unke Sath, Hum Tumhen Bhajte Hain Din Raat