Chalo Ayodhya Ban Gaya Mandir Rajtilak Ab Hovega (चलो  अयोध्या बन गया मंदिर राजतिलक अब होवेगा:भजन)


Chalo Ayodhya Ban Gaya Mandir Rajtilak Ab Hovega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Jay Jay Siyaram Bolega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Bhagve Ki Shan Ke Dodega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Ayodhya Ki Aor Dodega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Jay Jay Siyaram Bolega ॥
Salasar Se Aaye Hanuman Bhi Ayodhya Mein,
Hathon Mein Kadtal Liye Hai Jhoom Jhoom Ye Kahate Hai,
Is Duniya Mein Ram Ka Naam Hi Kismat Ke Tale Kholega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Jay Jay Siyaram Bolega ॥

Khatu Nagar Se Shyam Padhare Ram Ke Darshan Pane Ko,
Kalyug Mein Bajta Hai Danka Har Pe Jit Dilane Ko,
Rajtilak Mere Prabhu Ram Ka Is Kalyug Mein Hovega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Jay Jay Siyaram Bolega ॥

Rajtilak Mein Mahakal Bhi Ujjen Se Aaye Hai,
Sang Mein Laye Gaura Maiya Bhoot Pret Bhi Laye Hai,
Ram Naam ka Alakha Jagega Tandav Shiv Ka Hovega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Jay Jay Siyaram Bolega ॥
BhaktiBharat Lyrics

Chalo Ayodhya Ban Gaya Naya Mandir Rajtilak Ab Hovega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Jay Jay Siyaram Bolega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Bhagve Ki Shan Ke Dodega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Ayodhya Ki Aor Dodega,
Mere Ram Ji Ka Har Ek Baccha Jay Jay Siyaram Bolega ॥
चलो  अयोध्या बन गया मंदिर राजतिलक अब होवेगा:भजन - हिन्दी में पढ़ें
चलो  अयोध्या बन गया मंदिर राजतिलक अब होवेगा, मेरे राम जी का हर एक बच्चा जय जय सियाराम बोलेगा, मेरे राम जी का हर एक बच्चा भगवे की शान के दोडे़गा, मेरे राम जी का हर एक बच्चा अयोध्या की और दोड़ेगा, मेरे राम जी हर एक बच्चा जय जय सियाराम बोलेगा ॥
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanGangaji BhajanGanga BhajanMaa Ganga BhajanShri Ganga BhajanGanga Dussehra BhajanGanga Snaan BhajanGanga Saptami BhajanGanga Maiya BhajanKevat Bhajan

Other Popular Chalo Ayodhya Ban Gaya Mandir Rajtilak Ab Hovega Video

Sarla Dahiya, Neeraj Dahiya Goswami

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kishori Kuch Aisa Intazam Ho Jaye

Kishori Kuch Aisa Intezaam Ho Jaye । Juba Pe Radha Radha, Radha Naam Ho Jaye | Jab Girte Hue Mainne Tere Naam Liya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis NeGaya Hai

Naam Meri Radha Rani Ka Jis Jis Ne Gaya Hai, Banke Bihari Ne Use Apana Banaya Hai, Jai Radhe Jai Radhe Jai Shree Radhe Bolo Jai Radhe ॥

Radhe Radhe Japo Chale Aayenge Bihari

Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Rato Chale Ayenge Bihari, Ayenge Bihari Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari ॥

Mithe Ras Se Bharyo Ri Radha Rani Lage

Mithe Ras Se Bhariyo Ri, Radha Rani Lage, Maharani Lage..

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.