Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Raghav Ji Tumhe Aisa Kisne Banaya (राघवजी तुम्हें ऐसा किसने बनाया: भजन)


Raghav Ji Tumhe Aisa Kisne Banaya
Aisa Sundar Swabhav Kahan Paya,
Raghavji Tumhen Aisa Kisne Banaya ।
Par Nari Par Drshti Na Dali,
Aisi Tumhari Prakrti Nirali,
Tumhen Valmiki Tulsi Ne Gaya,
Raghavji Tumhen Aisa Kisne Banaya ।

Aisa Sundar Swabhav Kahan Paya,
Raghavji Tumhen Aisa Kisne Banaya ।

Avgun Dekh Ke Krodh Na Aata,
Bhakton Ko Dekh Ke Prem Na Samata,
Dhany Koslajoo Jisne Tumhen Jaaya,
Raghavji Tumhen Aisa Kisne Banaya ।

Aisa Sundar Swabhav Kahan Paya,
Raghavji Tumhen Aisa Kisne Banaya ।

Apne Kiye Ka Abhiman Na Tumko,
Nij Jan Ka Sanman Hai Tumko,
Tumhen Rambhadracharya Ati Bhaya,
Raghavji Tumhen Aisa Kisne Banaya ।

Aisa Sundar Swabhav Kahan Paya,
Raghavji Tumhen Aisa Kisne Banaya ।

राघवजी तुम्हें ऐसा किसने बनाया: भजन हिन्दी में पढ़ें

ऐसा सुंदर स्वभाव कहाँ पाया, राघवजी तुम्हें ऐसा किसने बनाया । पर नारी पर दृष्टि न ड़ाली..
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPujya Rajan Ji Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mere Uthe Virah Me Pir

Mere Uthe Virah Me Pir, Sakhi Brundaban Jaungi, Murali Baje Yamuna Tir, Sakhi Brundaban Jaungi ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Tadapata Hai Tera Ye Daas Sambhalo

Chale Aao, Tadapta Hai Tera Ye Daas Sambhalo, Milan Ki Aas Na Tute Sambhalo ॥

Hum Hath Utha Kar Kehte Hai Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke

Hum Hath Utha Kar Kehte Hai, Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke, Hum Shish Jhuka Kar Kahte Hai, Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke ॥

Sri Sad-Goswamyastakam

Krishnotkirtan-gan-nartan-parau Premamritambhonidhi, Dhiraadhirjan-priyou Priyakarau Nirmatsarau Pujitou ।

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP