Chalo Ram Ke Dham Ayodhya, Ram Bulate Hain (राम भजन - चलो राम के धाम अयोध्या राम बुलाते है)


Shri Ram Ke Bhakt Suno,
Le Bhagva Hath Mein Niklo Tum
Kar Do Bhagwamay Jag Ko
Rang Bhagve Mein Ab Ranglo Tum
Darshan Karke Hum Jeevan Saphal Banate Hain
Chalo Ram Ke Dham Ayodhya
Ram Bulate Hai
Saj Gai Nagri Raghav Ki
Hum Khabar Sunate Hain
Are Chalo Ram Ke Dham Ayodhya
Ram Bulate Hai

Punya Dhara Bhi Karti Hai
Bhakton Shri Ram Ka Swagat
Barson Se Humne Rakhi Hai
Prabhu Ram Se Chahat
Ramraj Phir Se Aaya Ailaan Karate Hain

Chalo Ram Ke Dham Ayodhya
Ram Bulate Hai
Saj Gai Nagri Raghav Ki
Hum Khabar Sunate Hain
Are Chalo Ram Ke Dham Ayodhya
Ram Bulate Hai

Saansein Ram Se Jinki Chalti
Pran Unhin Ke Naam
Bharosa Hai Hum Sabko Un Par
Chal Denge Hum Ram Ke Dham
Pran Mein Jinke Ram Rahe Vo Ram Ko Pate Hain

Chalo Ram Ke Dham Ayodhya
Ram Bulate Hai
Saj Gai Nagri Raghav Ki
Hum Khabar Sunate Hain
Are Chalo Ram Ke Dham Ayodhya
Ram Bulate Hai

Jag Mag Jag Mag Roshani Kar Do
Diye Jale Har Ghar Mein
Shri Ram Ki Jyot Jalakar
Mane Diwali Jag Mein
Saj Gai Nagri Raghav Ki Chalo Dekh Ke Aate Hai

Chalo Ram Ke Dham Ayodhya
Ram Bulate Hai
Saj Gai Nagri Raghav Ki
Hum Khabar Sunate Hain
Are Chalo Ram Ke Dham Ayodhya
Ram Bulate Hai

Bolo Ram Ram, Bolo Ram Ram
Bolo Ram Ram, Bolo Ram Ram
Bolo Sita Ram, Ram Ram Ram

Bolo Ram Ram, Bolo Ram Ram
Bolo Ram Ram, Bolo Ram Ram
Bolo Sita Ram, Ram Ram Ram

Jai Shri Ram
राम भजन - चलो राम के धाम अयोध्या राम बुलाते है - हिन्दी में पढ़ें
चलो राम के धाम अयोध्या राम बुलाते है, सज गई नगरी राघव की हम खबर सुनाते हैं
Bhajan Ayodhya BhajanDiwali BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanSaakhi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥

Mere Baba Tujhe Kisne Sajaya Dil Gaya Haar Sanware

Mere Baba Tujhe Kisane Sajaya, Dil Gaya Haar Sanware, Main Mud Mud Dar Tere Aaya,
Mud Mud Dar Tere Aaya, Dil Gaya Haar Sanware, Mere Baba Tujhe Kisne Sajaya, Dil Gaya Haar Sanware ॥

Main Sewak Tu Malik Shyam Hamara Hai

Hum Donon Ka Rista, Kitana Pyara Hai, Main Sewak Tu Malik, Shyam Hamara Hai ॥

Mahakal Ki Lagan

Mohe Lagi Re Lagan Mahakal Ki Lagan, Tumhare Naam Se Kismat Meri Saja Lu Mein, Tumhare Charanon Ko Hi Apana Ghar Bana Lu Mein, Mujhe Kar Gae Magan, Mahakal Ki Lagan ॥