Chutki Bajaye Hanuman, Prabhu Ka Kare Dhyan (चुटकी बजाये हनुमान, प्रभु का करे ध्यान - भजन)


Chutki Bajaye Hanuman,
Prabhu Ka Kare Dhyan,
Jamhai Le Na Paye Bhagwan,
Hanuman Teri Jai Ho,
Balwan Teri Jai Ho,
Paya Tune Prabhu Ji Se Ye Samman ॥
Bhakti Nirali Shakti Nirali,
Sankato Se Mukti Dilane Vali,
Kahate Bhagwan Hai,
Veer Hanuman Hai,
Sita Maan Kahe Tu Pyara Bajrangbali,
Sita Maan Kahe Tu Pyara Bajrangbali,
Tune Seena Chir Ke Sabko Dikhaya,
Sita Aur Ram Ji Ka Darshan Karaya,
Teri Mahima Hai Sabse Mahaan ॥

Chutki Bajaye Hanuman,
Prabhu Ka Kare Dhyaan,
Jamhai Le Na Paye Bhagwan,
Hanuman Teri Jai Ho,
Balwan Teri Jai Ho,
Paya Tune Prabhu Ji Se Ye Samman ॥

Tu Sote Vala Anjani Ka Lala,
Hatho Mein Parvat Uthane Vaala,
Sindoor Mata Ne Thoda Lagaya,
Tune to Sindoori Kar Li Kaya,
Tune Man Jeeta Maa Sita Sati Ka,
Tune Man Jeeta Maa Sita Sati Ka,
Tune Pyaar Paya Sita Pati Ka,
Gaaye Vairagi Tere Gungaan ॥

Chutki Bajaye Hanuman,
Prabhu Ka Kare Dhyaan,
Jamhai Le Na Paye Bhagwan,
Hanuman Teri Jai Ho,
Balwan Teri Jai Ho,
Paya Tune Prabhu Ji Se Ye Samman ॥

Chutki Bajaye Hanuman,
Prabhu Ka Kare Dhyaan,
Jamhai Le Na Paye Bhagwan,
Hanuman Teri Jai Ho,
Balwan Teri Jai Ho,
Paya Tune Prabhu Ji Se Ye Samman ॥

हनुमान चालीसा | श्री हनुमान आरती | संकटमोचन अष्टक | बालाजी आरती | श्री राम स्तुति
चुटकी बजाये हनुमान, प्रभु का करे ध्यान - भजन - हिन्दी में पढ़ें
चुटकी बजाये हनुमान, प्रभु का करे ध्यान, जम्हाई ले ना पाए भगवान, हनुमान तेरी जय हो ॥
Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanMata Sita BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanRam Navmi BhajanHanuman Jayanti BhajanRamyug BhajanHanuman Lala BhajanMata Sita BhajanPrabhu Shri Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Mujhe Dar Par Bula Le Ek Baar

Chitthi Likhi Hai Mainne, Ansuon Ki Syahi Se, Pahuncha Dena Sandesha Mera, Kisi Rahi Se।

Phool Dei, Chamma Dei Geet

Kya Kya Kamaya Humne, Aao Hisab Kar Le, Duniya Ki Baat Chhode, Apni Kitab Padh Le...