Dadi Jhunjhunu Bulaye Mera Man Harshaye (दादी झुंझुनू बुलाए, मेरा मन हर्षाये - भजन)


Dadi Jhunjhunu Bulaye,
Mera Man Harshaye,
Maan Sab Par Pyaar Lutaye,
Sandesha Aaya Hai,
Sandesha Aaya Hai,
Sandesha Aaya Hai,
Dadi Ne Bulaya Hai ॥
Jhunjhunu Wali Teri Shaan Nirali Hai,
Apne Bhakton Ki Karti Rakhwali Hai,
Chalo Chale Mil Sab Pyaar Se,
Dadi Ji Ke Dwar Pe,
Chalo Dhok Lagayen,
Chalo Darshan Paye,
Maan Sab Par Pyaar Lutaye,
Sandesha Aaya Hai,
Sandesha Aaya Hai,
Sandesha Aaya Hai,
Dadi Ne Bulaya Hai ॥

Sir Par Chunar Taaron Wali Sohe Hain,
Damdam Mukhda Sabke Man Ko Mohe Hain,
Gal Motiyan Ke Haar Hain,
Pag Payal Ki Jhankar Hai,
Mathe Bindiya Lagaye,
Hath Chuda Sajaye,
Maan Sab Par Pyaar Lutaye,
Sandesha Aaya Hai,
Sandesha Aaya Hai,
Sandesha Aaya Hai,
Dadi Ne Bulaya Hai ॥

Dadi Jhunjhunu Bulaye,
Mera Man Harshaye,
Maan Sab Par Pyaar Lutaye,
Sandesha Aaya Hai,
Sandesha Aaya Hai,
Sandesha Aaya Hai,
Dadi Ne Bulaya Hai ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
दादी झुंझुनू बुलाए, मेरा मन हर्षाये - भजन - हिन्दी में पढ़ें
दादी झुंझुनू बुलाए, मेरा मन हर्षाये, माँ सब पर प्यार लुटाए, संदेशा आया है, संदेशा आया है, संदेशा आया है, दादी ने बुलाया है ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Dadi Jhunjhunu Bulaye Mera Man Harshaye Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shani Dev Hai Sab Ka Sahara

Shani Dev Hai Sab Ka Sahara Woh Jeevan Ka Saar Hai, Shani Dev Hai Jag Ke Khivaiya Sab Ke Palanhar Hai॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Damru Wale Bhole Bhale Devo Me Tum Dev Nirale

Damru Wale Bhole Bhale, Devo Mein Tum Dev Nirale, Ganga Dharan Karne Wale, Shiv Bhole Jai Shiv Bhole, Bam Bhole Jai Bam Bhole ॥

Shiv Bhola Bhandari

Sukh Ka Tyohar, Mile Damru Ke Taal, Sukh Ka Tyohar, Mile Damru Ke Taal, Kare Dukh Pida Paar Jatadhari, Shiv Bhola Bhandari, Shiv Bhola Bhandari ॥