Dhank Lai Yashoda Najar Lag Jayegi (जन्माष्टमी भजन - ढँक लै यशोदा नजर लग जाएगी)


Dhank Lai Yashoda Najar Lag Jayegi
Kanha Ko Tere Najar Lag Jayegi ।Tere Lala Ke Ghoonghar Wale Baal Hain,
Mor Mukut Ko Najar Lag Jayegi ।

Dhank Lai Yashoda Najar Lag Jayegi
Kanha Ko Tere Najar Lag Jayegi ।

Tere Lala Ke Bade Bade Nain Hain,
Kaajar Ki Rekh, Najar Lag Jayegi ।

Dhank Lai Yashoda Najar Lag Jayegi
Kanha Ko Tere Najar Lag Jayegi ।

Tere Lala Ke Chhote Chhote Hath Hain,
Baans Ki Bansi, Najar Lag Jayegi ।

Dhank Lai Yashoda Najar Lag Jayegi
Kanha Ko Tere Najar Lag Jayegi ।

Tere Lala Ke Chhote Chhote Panv Hain,
Runjhun Painjaniya, Najar Lag Jayegi ।

Dhank Lai Yashoda Najar Lag Jayegi
Kanha Ko Tere Najar Lag Jayegi ।

Dhank Lai Yashoda Najar Lag Jayegi
Kanha Ko Tere Najar Lag Jayegi ।
जन्माष्टमी भजन - ढँक लै यशोदा नजर लग जाएगी - हिन्दी में पढ़ें
ढँक लै यशोदा नजर लग जाएगी, कान्हा को तेरे नजर लग जाएगी।
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanNewborn BhajanBadhai Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...