Drashti Hum Par Daya Ki Maa Dalo (दृष्टि हम पे दया की माँ डालो - भजन)


Drashti Hum Pe Daya Ki Maa Dalo,
Badi Sankat Ki Aai Ghadi Hai ।
Dwar Par Tere Hum Bhi Khade Hai,
Aankho Mein Aansuo Ki Jhadi Hai ॥
Nirbal Ka Sahara Yahi Hai,
Rasta Dusra Na Kahi Hai ।
Tera Darsh Agar Tu Dikha De,
Toot Jaye Gamo Ki Ladi Hai ॥

Sare Bhakto Ko Tumne Hai Tara,
Vasta Tumse Bhi Hai Hamara ।
Taar De Maa Tere Balkon Ko,
Hum Par Vipda Hi Aisi Padi Hai ॥

Phariyadon Ki Jholi Adi Hai,
Phate Karne Ko Maa Tu Khadin Hai ।
Ye Shivaji Ko Aashish De Kar,
Dhanya Karde Tu Sabse Badi Hai ॥

Drashti Hum Pe Daya Ki Maa Dalo,
Badi Sankat Ki Aai Ghadi Hai ।
Dwar Par Tere Hum Bhi Khade Hai,
Aankho Mein Aansuo Ki Jhadi Hai ॥
Singer: Shivaji Patil
दृष्टि हम पे दया की माँ डालो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
दृष्टि हम पे दया की माँ डालो, बडी संकट की आई घड़ी है, द्वार पर तेरे हम भी खड़े है...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanLakha BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।