Gajanand Naman Karo Sweekar (गजानंद नमन करो स्वीकार: भजन)


Gajanand Naman Karo Sweekar,
Vinayak Naman Karo Sweekar,
Riddhi Siddhi Subh Karaj Karta,
Maa Amiya Ra Laal,
Gajanand Naman Karon Sweekar,
Vinayak Naman Karon Sweekar ॥
Pratham Main Thane Dhyavu,
Sharada Maat Anavu,
Kaam Sabh Mangal Karajo,
Aapane Shish Jhukavu Ho O,
Sab Devon Sang Aap Padharo,
Sundala Maharaj,
Gajanand Naman Karon Sweekar,
Vinayak Naman Karon Sweekar ॥

Aap Ho Dund Doondala,
Sundar Ati Roop Niraala,
Modak Ko Bhog Lagavu,
Gavaraja Maat Ke Pyaara Ho O,
Mushak Saware Aap Padharo,
Joba Mein Thari Baat,
Gajanand Naman Karon Sweekar,
Vinayak Naman Karon Sweekar ॥

Aap Ho Ati Dayalu,
Ganesha O Krupalu,
Lagan Mohe Lagi Tihari,
Aao Aasan Dhalu Ho O,
Aap Padhareya Harsh Hovela,
Aanand Aangan Maay,
Gajanand Naman Karon Sweekar,
Vinayak Naman Karon Sweekar ॥

Vinayak Araji Sunle,
Mere Sir Haath Dhar De,
Main Haa Agyani Balak,
Gyan Ka Daan Karado Ho O,
‘Lakhan Chaudhare’ Sharane Aapare,
‘Suneeta Svame’ Gae,
Gajanand Naman Karon Sweekar,
Vinayak Naman Karon Sweekar ॥

Gajanand Naman Karo Sweekar,
Vinayak Naman Karo Sweekar,
Riddhi Siddhi Subh Karaj Karta,
Maa Amiya Ra Laal,
Gajanand Naman Karon Sweekar,
Vinayak Naman Karon Sweekar ॥
गजानंद नमन करो स्वीकार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गजानंद नमन करो स्वीकार, विनायक नमन करो स्वीकार, रिद्धि सिद्धी शुभ कारज करता, माँ अमिया रा लाल, गजानंद नमन् करों स्वीकार, विनायक नमन् करो स्वीकार ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Dashrath Ke Ghar Janme

Ram Dashrath Ke Ghar Janme, Gharana Ho to Aisa Ho, Gharana Ho to Aisa Ho, Log Darshan Ko Chal Aaye..

Mangal Ko Janme Mangal Hi Karte

Mangal Ko Janme, Mangal Hi Karte, Mangalmay Bhagwan, Jai Hanuman, Jai Hanuman..

Tan Ranga Mera Mann Ranga

Tan Ranga Mera Man Ranga, Is Rang Mein Ang Ang Ranga, Sita Ji Ke Rang Mein, Ram Ji Rang Mein,
Raadheshyaam Ji Rang Mein, Tan Ranga Menra Man Ranga, Is Rang Mein Ang Ang Ranga ॥

Sab Tere Hai Santan Bajrangbali Hanuman

Sab Tere Hai Santan, Bajrangbali Hanuman ॥

Shringar Sinduri Chavi Bala Ki Puri

Shrungar Sinduri, Chabi Bala Ki Puri, Tumhai Dekh Kar, Dekhta Rah Gaya, Jab Di Mujhe Tumne, Darshan Ki Manjuri, Jhuka Sar Mera, To Jhuka Rah Gaya ॥