Ganga Ke Khade Kinare Bhagwan Mang Rahe Naiya (गंगा के खड़े किनारे, भगवान् मांग रहे नैया: भजन)


Ganga Ke Khade Kinare
Bhagwan Mang Rahe Naiya
Bhagwan Mang Rahe Naiya
Shri Ram Mang Rahe Naiya
Tum Kon Desh Se Aaye,
Aur Kon Desh Hai Jana
Tum Kiske Raaj Dulare,
Bhagwan Mang Rahe Naiya

Ham Avadhpuri Se Aaye,
Aur Chitrakoot Hai Jana
Dasrath Ke Raaj Dulare,
Bhagwan Mang Rahe Naiya

Pahale to Ram Ji Bethe
Phir Bethi Sita Maiya
Pichhe Se Lakshman Bhiya
Bhagwan Mang Rahe Naiya

Kevat Ne Naav Chalai
Jab Beech Bhanwar Mein Aai
Jay Bolo Ganga Maiya
Pahale to Ram Ji Utre

Phir Utri Sita Maiya
Pichhe Se Lakshman Bhiya
Bhagwan Mang Rahe Naiya
Lakshman Ne Kutiyan Banai

Phoolon Se Khoob Sajai
Prabhu Rahne Ko Taiyar
Bhagwan Mang Rahe Naiya

Prabhu Chitrakut Mein Rahte,
Rishiyon Ko Gyan Sunate
गंगा के खड़े किनारे, भगवान् मांग रहे नैया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
गंगा के खड़े किनारे, भगवान् मांग रहे नैया, भगवान् मांग रहे नैया
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanGangaji BhajanGanga BhajanMaa Ganga BhajanShri Ganga BhajanGanga Dussehra BhajanGanga Snaan BhajanGanga Saptami BhajanGanga Maiya BhajanKevat Bhajan

Other Popular Ganga Ke Khade Kinare Bhagwan Mang Rahe Naiya Video

Sarla Dahiya, Neeraj Dahiya Goswami

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Ka Naam Lo

Shiv Ka Naam Lo । Har Sankat Mein Om Namo Shivay, Bas Yah Naam Japo ॥

Kawad Utha Le Dhyan Shiv Ka Laga Le

Kawad Utha Le Dhyan, Shiv Ka Lagale, Bhar Denge Jholi Bhole, Bigdi Bana Le, Har Har Mahadev,
Har Har Mahadev ॥

Shivoham Shivoham Shivoham

Hai Ek Onkar Niranjan Nirankar,
Hai Ajar Amar Aakar
Vishwadhara Man Bhaje ।

Chal Kawariya, Chal Kawariya

Chal Kanwariya, Chal Kanwad Utha, Kanwad Utha, naira shiv ka laga, man chaha phal, denge baba