Ghar Aisa Dena Maa (घर ऐसा देना माँ: भजन)


Ghar Aisa Dena Maa,
Jo Tere Mandir Jesa Ho,
Jesa Hai Bhawan Tera,
Mera Angan Pawan Asa Ho,
Ghar Aisa Dena Maa,
Jo Tere Mandir Jesa Ho ॥
Jab Tak Jeevan Jyot Jale Maa,
Teri Jyot Jalaun Main,
Har Ek Saans Mein Maata Rani,
Tera Sukar Manaun Mein,
Ye Niyam Nibhaun Mein,
Maa Samay Kesa Ho,
Ghar Aisa Dena Maa,
Jo Tere Mandir Jesa Ho ॥

Har Ek Sadhu Sant Ko Maiya,
Ghar Mere Sammaan Mile,
Karun Garibo Ki Sewa,
Bas Itna Dhan Dhan Mile,
Aradas Meri Jaisi,
Maa Sabakuchh Vaisa Vaisa Ho,
Ghar Aisa Dena Maa,
Jo Tere Mandir Jesa Ho ॥

Rahe Tere Charanon Mein Daati,
Ye Parivar Hamara,
Roj Subhah Uthte Hi Bole,
Hum Tere Jaikar,
Har Saal Tere Dar Se,
Maa Darshan Ka Sandesa Ho,
Ghar Aisa Dena Maa,
Jo Tere Mandir Jesa Ho ॥

Ghar Aisa Dena Maa,
Jo Tere Mandir Jesa Ho,
Jesa Hai Bhawan Tera,
Mera Angan Pawan Asa Ho,
Ghar Aisa Dena Maa,
Jo Tere Mandir Jesa Ho ॥
घर ऐसा देना माँ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
घर ऐसा देना माँ, जो तेरे मंदिर जैसा हो, जैसा है भवन तेरा, मेरा आँगन पावन ऐसा हो, घर ऐसा देना मां, जो तेरे मंदिर जैसा हो ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।