Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye (हर जन्मों में भोले का दरबार मिल जाए: शिव भजन)


Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye,
Aor Dil Ke Khajane Se Jara Sa Pyar Mil Jaye ॥
Bhole Ka Sahara Ho Aor Charanon Mein Gujara Ho,
Mere Har Kamo Ke Piche Bhole Ka Ishara Ho,
Iss Kismat Ko Bhole Sa Sarkar Mil Jaye,
Aor Dil Ke Khajane Se Jara Sa Pyar Mil Jaye ॥

Gungan Ho Bhole Ka Aor Shivling Ki Puja Ho,
Mere Maan Ki Kutiya Mein Aor N Koi Duja Ho,
Har Din Iska Darshan So So Baar Mil Jaye,
Aor Dil Ke Khajane Se Jara Sa Pyar Mil Jaye ॥
BhaktiBharat Lyrics

Shiv Naam Ke Hire Moti Bhar Jaye Jholi Mein,
Banvari Ise Jakar Becu Bhakton Ki Gali Mein,
Janma Janm Tak Tujhko Yahi Byapar Mil Jaye,
Aor Dil Ke Khajane Se Jara Sa Pyar Mil Jaye ॥
हर जन्मों में भोले का दरबार मिल जाए: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
हर जन्मों में भोले का दरबार मिल जाए, और दिल के खज़ाने से जरा सा प्यार मिल जाए ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanVijay Soni Bhajan

Other Popular Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jagannath Chakka Nain Nilachal Vare

Jagannath Chakka Nain Neelachal Vare, Jagannath, Jagannath, Chaka Nain, Chaka Nain

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..