Hey Marutinandan Bajrangi Prabhu (हे मारुती नंदन बजरंगी प्रभु - भजन)


Hey Marutinandan Bajrangi Prabhu Aan Bason Hamre Man Men
Vyavadhan Haro Kalyan Karo Har Kasht Nivaaro Jeevan Men
Sankatmochan Hey Anjanisut, Prabhu Naam Japun Nishadin Tere
Sunte Hain Sankat Cut Jaate Bajrangbali Tere Sumiran Men
Bhaktibharat Lyrics

Mere Mahake Khilte Upvan Ki Har Pushplata Murjha Si Gayi
Kirpa Kr Hariyali La Do Is Dard Bhare Mere Jeevan Men

Har or Andhera Chhaya Hai Sukh Aani Jaani Maya Hai
Ab Haath Hamare Sar Rakh Do Hum Aan Pade Tere Aangan Mein
हे मारुती नंदन बजरंगी प्रभु - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे मारुतिनंदन बजरंगी प्रभु आन बसों हमरे मन में...
Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Jayanti BhajanSaturday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hey Marutinandan Bajrangi Prabhu

Hey Marutinandan Bajrangi Prabhu Aan Bason Hamre Man Men ...

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mere Shankar Sa Dev Nahi Duja Re

Mere Shankar Sa Dev Nahin Duja Re, Sabase Pahale Tumhari Pooja Re, Mere Shankar Sa Daiv Nahin Duja Re, Sabase Pahale Tumhari Pooja Re, Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev,
Mahadev Mahadev Mahadev Mahadev ॥

Tere Darash Ko Aaye Bhole Teri Sharno Mein

Teri Darash Ko Aaye Bhole, Teri Sharanon Mein, Kar Upakar Sada Hum Rahate, Teri Sharanon Mein, Bhole Tu Hi Main Tu Maya Hai, Nilkantha Vishkaya Hai, Hey Girijapati Shambhu Mahadev,
Bholenath Ji Srithi Ke Rakhvare, Bholenath Ji Sabake Palan Hare, Bholenath Tere Bhakt Bade Matwale, Har Har Shambhu Har Har Shambhu, Har Har Shambhu Har Har Shambhu ॥

Boli Gaura Suno Bhola Baat Meri Dhyan Se Sunlo

Bolo Gaura Suno Bhola, Baat Meri Dhyan Se Sunalo, Mujhe Ya Bhang Donon Mein,
Koi Bhi Ek Tum Chun lo, Chali Mein Jaungi, Waran Tumhai Chod Kar, Boli Gaura Suno Bhola,
Baat Meri Dyan Se Sunalo ॥