Hey Sankat Mochan Karte Hai Vandan (हे संकट मोचन करते है वंदन - भजन)


Hey Sankat Mochan Karte Hai Vandan,
Tumhare Bina Sankat Kaun Hare,
Salasar Wale Tum Ho Rakhwale,
Tumhare Bina Sankat Kaun Hare ॥
Siva Tere Na Dooja Hamara,
Tu Hi Aakar Ke Deta Sahara,
Jo Bhi Vipda Aaye,
Pal Mein Mit Jaye,
Tumhare Bina Sankat Kaun Hare ॥

Tune Raghuvar Ke Dukhdo Ko Taala,
Har Musibat Se Unko Nikala,
Raghuvar Ke Pyare,
Aankhon Ke Tare,
Tumhare Bina Sankat Kaun Hare ॥

Apne Bhagto Ke Dukhde Mitate,
‘harsh’ Aaphat Se Hamko Bachate,
Kirpa Yun Rakhna,
Thame Tu Rakhna,
Tumhare Bina Sankat Kaun Hare ॥

Hey Sankat Mochan Karte Hai Vandan,
Tumhare Bina Sankat Kaun Hare,
Salasar Wale Tum Ho Rakhwale,
Tumhare Bina Sankat Kaun Hare ॥
हे संकट मोचन करते है वंदन - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे संकट मोचन करते है वंदन, तुम्हरे बिना संकट कौन हरे II
Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Jayanti BhajanRamyug BhajanRamyug BhajanRamyug Web Series BhajanAbhitaj Bachchan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥

Mere Baba Tujhe Kisne Sajaya Dil Gaya Haar Sanware

Mere Baba Tujhe Kisane Sajaya, Dil Gaya Haar Sanware, Main Mud Mud Dar Tere Aaya,
Mud Mud Dar Tere Aaya, Dil Gaya Haar Sanware, Mere Baba Tujhe Kisne Sajaya, Dil Gaya Haar Sanware ॥

Main Sewak Tu Malik Shyam Hamara Hai

Hum Donon Ka Rista, Kitana Pyara Hai, Main Sewak Tu Malik, Shyam Hamara Hai ॥

Mahakal Ki Lagan

Mohe Lagi Re Lagan Mahakal Ki Lagan, Tumhare Naam Se Kismat Meri Saja Lu Mein, Tumhare Charanon Ko Hi Apana Ghar Bana Lu Mein, Mujhe Kar Gae Magan, Mahakal Ki Lagan ॥