Holi Re Holi Barsane Ki Holi (होली रे होली बरसाने की होली: भजन)


Radha Krishna Ne Mil kar Kheli Barsane Ki Holi,
Sang Kishan Ke Gwal Sakha Hai Sakhiyan Radha Toli,
Holi Re Holi Barsane Ki Holi ॥
Hatho Mein Leke Rango Gulaal Mohan Ne Rang Dale Radha Ke Gaal,
Radha Ki Holi Thi Sach Much Kamal Shyam Rang Vale Ko Kar Dale Laal,
Dhoom Dhadaka Khub Machi Hai Mast Malang Har Toli Toli,
Holi Re Holi Barsane Ki Holi ॥

Laali Meri Laal Ki Main Chit Dekhu Tit Laal,
Laali Dekhan Main Chali Main Bhi Ho Gae Laal ॥

Naino Se Baate Kare Nang Laal Mushka Ke Radha Rani Karati Kamal,
Aaj Nahin Maan Mein Hai Koi Milaal Wesa Barasane Mein Jaise Ho Laal,
Dhoom Dhadaka Khub Machi Hai Mast Malang Har Toli Toli,
Holi Re Holi Barsane Ki Holi ॥
होली रे होली बरसाने की होली: भजन - हिन्दी में पढ़ें
राधा कृष्ण ने मिल कर खेली बरसाने की होली, संग किशन के ग्वाल सखा है सखियाँ राधा टोली, होली रे होली बरसाने की होली ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanHoli BhajanPhagun Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

O Shankara Mere Shiv Shankara

O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai, Tujhase Kuchh Nahi Chhipa Hai,
Shankara Bholenath Bholenath, O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai ॥

O Mera O Shankara Ho

O Mera O Shankar Ho Mann Mein Baitha Hai Tu...

Laagi Lagan Shankara

Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara । Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara ।

Namo Namo Shankara

Jai Ho Jai Ho Shankara, Bholenath Shankara | Aadi Dev Shankara, Hey Shivay Shankara..