Hum Hath Utha Kar Kehte Hai Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke (हम हाथ उठा कर कहते है हम हो गए खाटू वाले के - भजन)


Hum Hath Utha Kar Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke,
Hum Shish Jhuka Kar Kahte Hai,
Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke ॥
Mujhe Kehne Main Sankoch Nahi,
Mera Daata Koi Aur Nahi,
Hum Sabke Samne Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke,
Hum Hath Utha Kar Kehte Hai ॥

Sare Bandhan Ko Chod Diya,
Bas Tumse Naata Jod Diya,
Saar Uncha Karke Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke,
Hum Hath Utha Kar Kehte Hai ॥

Pagal Kahdo Manjur Mujhe,
Chahe Kehdo Majbur Mujhe,
Hum Dhol Pit kar Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke,
Hum Hath Utha Kar Kehte Hai ॥

Ab Bhale Bure Ka Hosh Nahi,
Kahta Hai ‘Pawan’ Aphasos Nahin,
Hum Sina Taan Ke Kahte Hai,
Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke,
Hum Hath Utha Kar Kehte Hai ॥

Hum Hath Utha Kar Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke,
Hum Shish Jhuka Kar Kahte Hai,
Hum Ho Gaye Khatu Wale Ke ॥
हम हाथ उठा कर कहते है हम हो गए खाटू वाले के - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हम हाथ उठा कर कहते है, हम हो गए खाटू वाले के, हम शीश झुका कर कहते है, हम हो गए खाटू वाले के ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Shri Hanuman-Balaji Bhajan

Famous Sri Hanuman-Balaji bhajans recitation in Sundarakand, Hanuman Jayanti, Tuesday Vrat, Saturday, Budhawa Mangal..

Bhagwan Buddha Vandan

Namo Tass Bhagvato Arhato Samma Sambuddhass ।

Ujjain Ke Maharaj Ho Dino Ke Dinanath Ho

Ujjain Ke Maharaj Ho, Dino Ke Dinanath Ho, Tum Kalo Ke Kal Ho, Baba mahakal Ho ॥