Jab Se Khatu Aaya Khatu Wala Bana Mera (जब से खाटू आया खाटू वाला बना मेरा: भजन)


Jab Se Khatu Aaya,
Khatu Wala Bana Mera,
Apne Na Bane Apne,
Apne Na Bane Apne,
Isne Pakda Haath Mera,
Jab Se Khatu Aaya,
Khatu Wala Bana Mera ॥
Muskil Mein Jo Socha Tha,
Ye Na MIl Payega kabhi,
Main Soch Ke Bhul Gaya,
Isne Likh Hi Liya Tha Tabhi,
Meri Soch Badal Karke,
Sapna Kiya Pura Mera,
Jab Se Khatu Aaya,
Khatu Wala Bana Mera ॥

Kabhi Dukh Ko Mein Dikhata Nahi,
Kabhi Dekhun Dani Ko,
Nij Haathon Main Pocha,
Meri Ankhiyon Ko Pani Ko,
Ankhiyan Ab Bhi Barse,
Par Badla Bhav Mera,
Jab Se Khatu Aaya,
Khatu Wala Bana Mera ॥

Sar Utha Ke Jo Jina Hai,
Duniya Main Agar Pyare,
Khatu Jakar Dekho,
Honge Vaare Nyaare,
Phir Sabko Kahoge Tum,
Parivar Hai Ye Mera,
Jab Se Khatu Aaya,
Khatu Wala Bana Mera ॥

Jab Se Khatu Aaya,
Khatu Wala Bana Mera,
Apne Na Bane Apne,
Apne Na Bane Apne,
Isne Pakda Haath Mera,
Jab Se Khatu Aaya,
Khatu Wala Bana Mera ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..