Jagdamba Ke Deewano Ko Daras Chahiye (जगदम्बा के दीवानो को, दरश चाहिए - भजन)


Jagdamba Ke Deewano Ko,
Daras Chahiye,Daras Chahiye,
Hamen Maa Teri Ek,
Jhalak Chaliye, Jhalak Chahiya ॥
Daya Karo Mamta Ki Murat Hai Tu,
Tujhe Kya Pata Kitni Sundar Hai Tu,
Gulabon Ke Maa Jesa Maan Hai Tera,
Hame Maa Tere Jesa Maan Chahiye,
Jagdamba Ke diwano Ko,
Darash Chahiye, Darash Chahiye ॥

Tera Roop sabse Suhana Lage,
Bina Bhakta Ke Ji Kahi Na Lage,
Maa Bhakti Mein Tere Hum Dube Rahe,
Hame Asa Tujhse Maa Bar Chahiye,
Jagdamba Ke diwano Ko,
Darash Chahiye, Darash Chahiye ॥

Kai Daity Tumane Pachhade Hai Maa,
Tera Sher Ran Mein Dahade Hai Maa,
Tu Kali Navadurga Tu Jwala Hai Maa
Hame Maa Teri Hi Sharan Chahiye,
Jagdamba Ke diwano Ko,
Darash Chahiye, Darash Chahiye ॥

Tu Parvat Tu Nadiyaan Tu Dharati Hai Maa,
Tu Pataal Ambar Sitaron Mein Maa,
Teri In Bhujaon Mein Srshti Hai Maa,
Hamen In Bhujaon Ka Bal Chahiye,
Jagdamba Ke diwano Ko,
Darash Chahiye, Darash Chahiye ॥

Jagdamba Ke Deewano Ko,
Daras Chahiye,Daras Chahiye,
Hamen Maa Teri Ek,
Jhalak Chaliye, Jhalak Chahiya ॥
जगदम्बा के दीवानो को, दरश चाहिए - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जगदम्बा के दीवानो को, दरश चाहिए, दरश चाहिए, हमें माँ तेरी एक, झलक चाहिए, झलक चाहिए ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Meri Tulsi Ke Gamle Pe Pm Likha Hai

Meri Tulsi Ke Gamle Pe Om Likha Hai, Om Likha Hai Hariom Likha Hai।