Jai Bolo Jai Bolo Jai Hanuman Ki (जय बोलो जय बोलो जय हनुमान की - भजन)


Jai Bolo Jai Bolo Jai Hanuman Ki,
Sankat Mochan Karuna Dayanidhan Ki,
Hanuman Ki Jai Vidyavan Ki Jai,
Shaktiman Ki Jai Hanuman Ki Jai,
Jai Bolon Jai Bolon Jai Hanuman Ki ॥
Ahiravan Ki Bhuja Ukhadi,
Surasa Inase Haari Ho,
Asuro Ki Vo Sena Inse,
Ladke Narak Sidhari,
Roti Thi Jab Ram Virah Mein,
Roti Thi Jab Ram Virah Mein,
Sita Janak Dulari,
Lanka Ja Unhen Dheer Bandhaya,
Karke Kotuk Bhari,
Jai Bolon Jai Bolon Jai Hanuman Ki,
Sankat Mochan Karuna Dayanidhan Ki,
Hanuman Ki Jai Vidyavan Ki Jai,
Shaktiman Ki Jai Hanuman Ki Jai,
Jai Bolon Jai Bolon Jai Hanuman Ki ॥

Mangalkari Hanuman Ji,
Karte Sabka Mangal Ho,
Paap Ka Taap Mitake Pal Mein,
Tan Man Karte Sheetal,
Jhooth Kapat Ka Mel Mitakar,
Jhooth Kapat Ka Mel Mitakar,
Karte Aatma Nirmal,
Ramchandra Ke Bhakt Bane Ye,
Bhaye Na Inko Chhal Bal,
Jai Bolon Jai Bolon Jai Hanuman Ki,
Sankat Mochan Karuna Dayanidhan Ki,
Hanuman Ki Jai Vidyavan Ki Jai,
Shaktiman Ki Jai Hanuman Ki Jai,
Jai Bolon Jai Bolon Jai Hanuman Ki ॥

Jai Bolo Jai Bolo Jai Hanuman Ki,
Sankat Mochan Karuna Dayanidhan Ki,
Hanuman Ki Jai Vidyavan Ki Jai,
Shaktiman Ki Jai Hanuman Ki Jai,
Jai Bolon Jai Bolon Jai Hanuman Ki ॥
जय बोलो जय बोलो जय हनुमान की - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय बोलो जय बोलो जय हनुमान की, संकट मोचन करुणा दयानिधान की
Bhajan Hanuman BhajanBajrangbali BhajanBalaji BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Jayanti BhajanRamyug BhajanRamyug BhajanRamyug Web Series BhajanAbhitaj Bachchan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..