Jai Jai Jai Ganraj Ji (जय जय जय गणराज जी: भजन)


Jai Jai Jai Ganaraj Ji,
Mere Pure Karana Kaaj Ji ,
Jai Jai Jai Ganaraj Ji,
Jai Jai Jai Maharaj,
Jai Jai Jai Ganaraj Ji,
Mere Pure Karana Kaj Ji ॥
Paan Chadhaun Phool Chadhaun,
Ladduvon Ka Tumhen Bhog Lagaun,
Saphal Kijo Kaaj,
Saphal Kijo Kaaj Ji,
Teri Jay Hove Maharaj Ji,
Jai Jai Jai ॥

Riddhi Siddhi Subh Labh Ke Data,
Tum Ho Sabke Bhagya Bidhata,
Bhakton Ki Rakhana Laaj,
Bhakton Ki Rakhana Laaj Ji,
Teri Jay Hove Maharaj Ji,
Jai Jai Jai ॥

Yaha Daas Kare Dhyan Tumhara,
Har Pal Tumne Diya Sahara,
Main Hun Tera Daas,
Main Hun Tera Daas Ji,
Teri Jay Hove Maharaj Ji,
Jai Jai Jai ॥
जय जय जय गणराज जी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
यह दास करे ध्यान तुम्हारा, हर पल तुमने दिया सहारा, मैं हूँ तेरा दास, मैं हूँ तेरा दास जी , तेरी जय होवे गणराज जी, जय जय जय ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Wo Mahakal Sarkar Hai

Teen Lok Ke Swami Hai Woh Sarv Jagat Aadhar Hai, Devo Mein Woh Hai Dev Bade Woh Sabke Palan Haar Hai, Avantika Nagari Jo Baithe Karke Bhasm Shringar Hai…..Mahakal Sarkar Hai Woh Mahakal Sarkar Hai।

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Teri Jai Ho Ganesh

Teri Jai Ho Ganesh, Kis Janani Ne Tujhe Janam Diyo Hai..

Gajanand Bega Aao Saath Riddhi Siddhi Ne Lavo

Aao Gajanand Pyara, Bega Padharo Ganpati Ji, Dundala, Sundala, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao, Gajanand Bega Aao, Sath Riddhi Siddhi Ne Lyao ॥

Aaye Hai Ganesh Bappa Aaj More Angana

Aaye Hai Ganesh Bappa, Aaj More Angana, Aaj More Angana, Ji Aaye More Angana, Aaye Hain Ganesh Bappa, Aaj More Angana ॥