Jai Mahakali Sherawali Saare Jag Ki Tu Rakhwali (जय महाकाली शेरावाली, सारे जग की तू रखवाली - भजन )


Jai Mahakali Sherawali,
Saare Jag Ki Tu Rakhwali,
Tere Dar Pe Aane Ka Sajda Karoon,
Teri Yaad Maan Mujhko Aane Lagi,
Jai Mahakali Sherowali,
Saare Jag Ki Tu Rakhwali ॥
Door Door Se Sevak Tere,
Dar Pe Tere Aate Hai,
Rote Rote Aate Hai Aur,
Hanste Hanste Jaate Hai,
Nishdin Naam Tera Main Bhi Japoon,
Nishdin Naam Tera Main Bhi Japoon,
Teri Yaad Maan Mujhko Aane Lagi,
Jai Mahakali Sherowali,
Saare Jag Ki Tu Rakhwali ॥

Mainne Suna Maan Sherawali,
Jholi Sabki Bharti Hai,
Apne Bhakton Ki Mahakali,
Aasha Pooree Karatee Hai,
Apne Man Ki Baat Main Kahane Chala,
Apne Man Ki Baat Main Kahane Chala,
Teri Yaad Maan Mujhko Aane Lagi,
Jai Mahakali Sherowali,
Saare Jag Ki Tu Rakhwali ॥

Tere Paavan Charan Chhod Ke,
Aur Kahan Main Jaoon Maan,
Teri Baanhon Mein Chhup Jaoon,
Godi Mein So Jaoon Maan,
Tere Mukhde Ko Maan Takta Rahoon,
Tere Mukhde Ko Maan Takata Rahoon,
Teri Yaad Maan Mujhko Aane Lagi,
Jai Mahakali Sherowali,
Saare Jag Ki Tu Rakhwali ॥

Jai Mahakali Sherawali,
Saare Jag Ki Tu Rakhwali,
Tere Dar Pe Aane Ka Sajda Karoon,
Teri Yaad Maan Mujhko Aane Lagi,
Jai Mahakali Sherowali,
Saare Jag Ki Tu Rakhwali ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
जय महाकाली शेरावाली, सारे जग की तू रखवाली - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय महाकाली शेरावाली, सारे जग की तू रखवाली, तेरे दर पे आने का सजदा करूँ, तेरी याद माँ मुझको आने लगी, जय महाकाली शेरोवाली, सारे जग की तू रखवाली ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare