Kalyug Mein Fir Se Aaja Damru Bajane Wale (कलयुग में फिर से आजा, डमरू बजाने वाले: भजन)


Kalyug Main Phir Se Aaja,
Damaru Bajane Wale,
Dukh Dard Sab Mita Ja,
Damaru Bajane Wale ॥
Vish Pike Tumane Baba,
Sansar Ko Bachaya,
Bhairav Ke Roop Mein Bhi,
Mahakal Banake Aaya,
Danav Ko Phir Mita Ja,
Tandav Rachane Wale,
Kalyug Main Phir Se Aaja,
Damaru Bajane Wale ॥

Danav Dev Rshiyon Ne,
Sabane Hai Tumhe Dhyaaya,
Santo Ke Liye Baba,
Saton Dhaam Rachaya, ]
Bhakto Ko Phir Jaga Ja,
Ujjain Wale Baba,
Kalyug Main Phir Se Aaja,
Damaru Bajane Wale ॥

Kalyug Main Phir Se Aaja,
Damaru Bajane Wale,
Dukh Dard Sab Mita Ja,
Damaru Bajane Wale ॥
कलयुग में फिर से आजा, डमरू बजाने वाले: भजन - हिन्दी में पढ़ें
कलयुग में फिर से आजा, डमरू बजाने वाले, दुःख दर्द सब मिटा जा, डमरू बजाने वाले ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Kalyug Mein Fir Se Aaja Damru Bajane Wale Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki, Murat Ki Kya Baat Hai, Sar Par Sohe Mukut Sunhara, Trishul Chakra Bhi Haath Hai, Saj Dhaj Kar Bethi Hai Maiya, Ajab Nirali Thath Hai, Wah Wah Kya Baat Hai, Wah Wah Kya Baat Hai ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...